Aasmanon Ke Khule Bab Mein Dekha Jata, Urdu Ghazal By Mukesh Aalam

Aasmanon Ke Khule Bab Mein Dekha Jata is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mukesh Aalam. Aasmanon Ke Khule Bab Mein Dekha Jata comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aasmanon Ke Khule Bab Mein Dekha Jata on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آسمانوں کے کھلے باب میں دیکھا جاتا

مکیش عالم

آسمانوں کے کھلے باب میں دیکھا جاتا

میں کسی روز ترے خواب میں دیکھا جاتا

خاک ہوں اڑتا ہوں سچ ہے کہ میں آوارہ مزاج

پانی ہوتا بھی تو سیلاب میں دیکھا جاتا

بد شکن ہے یوں سرابوں میں دکھائی دینا

اس سے اچھا تو تھا گرداب میں دیکھا جاتا

ایک اجالے نے مجھے جلتا ہوا دیکھ لیا

ورنہ میں اب بھی اسی تاب میں دیکھا جاتا

میرے دشمن نے مجھے قتل کیا چوم لیا

کاش ایسا کوئی احباب میں دیکھا جاتا

مکیش عالم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aasmanon Ke Khule Bab Mein Dekha Jata

Mukesh Aalam

aasmanon ke khule bab mein dekha jata
main kisi roz tere KHwab mein dekha jata

KHak hun uDta hun sach hai ki main aawara-mizaj
pani hota bhi to sailab mein dekha jata

bad-shikan hai yun sarabon mein dikhai dena
is se achchha to tha girdab mein dekha jata

ek ujale ne mujhe jalta hua dekh liya
warna main ab bhi usi tab mein dekha jata

mere dushman ne mujhe qatl kiya chum liya
kash aisa koi ahbab mein dekha jata

(535) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aasmanon Ke Khule Bab Mein Dekha Jata written by Mukesh Aalam at UrduPoint. Aasmanon Ke Khule Bab Mein Dekha Jata is one of the masterpieces written by Mukesh Aalam. You can also find the complete poetry collection of Mukesh Aalam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mukesh Aalam' above.

Aasmanon Ke Khule Bab Mein Dekha Jata is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aasmanon Ke Khule Bab Mein Dekha Jata, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.