Gurezan Rang-o-bu Se Dil Nahin Hai, Urdu Ghazal By Mukhtar Hashmi

Gurezan Rang-o-bu Se Dil Nahin Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mukhtar Hashmi. Gurezan Rang-o-bu Se Dil Nahin Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Gurezan Rang-o-bu Se Dil Nahin Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گریزاں رنگ و بو سے دل نہیں ہے

مختار ہاشمی

گریزاں رنگ و بو سے دل نہیں ہے

ابھی شاید جنوں کامل نہیں ہے

نگاہیں اپنے مرکز پر ہیں لیکن

جہاں دل تھا وہاں اب دل نہیں ہے

سرشک غم میں نغمے ہو چکے ضم

مگر خاموش ساز دل نہیں ہے

ابھی باقی ہے امکان تلاطم

ابھی کشتی لب ساحل نہیں ہے

پھر اس سے عرض غم مختارؔ کیا ہو

جو میرے حال سے غافل نہیں ہے

مختار ہاشمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Gurezan Rang-o-bu Se Dil Nahin Hai

Mukhtar Hashmi

gurezan rang-o-bu se dil nahin hai
abhi shayad junun kaamil nahin hai

nigahen apne markaz par hain lekin
jahan dil tha wahan ab dil nahin hai

sarishk gham mein naghme ho chuke zam
magar KHamosh saz-e-dil nahin hai

abhi baqi hai imkan-e-talatum
abhi kashti lab-e-sahil nahin hai

phir us se arz-e-gham 'muKHtar' kya ho
jo mere haal se ghafil nahin hai

(412) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Gurezan Rang-o-bu Se Dil Nahin Hai written by Mukhtar Hashmi at UrduPoint. Gurezan Rang-o-bu Se Dil Nahin Hai is one of the masterpieces written by Mukhtar Hashmi. You can also find the complete poetry collection of Mukhtar Hashmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mukhtar Hashmi' above.

Gurezan Rang-o-bu Se Dil Nahin Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Gurezan Rang-o-bu Se Dil Nahin Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.