Fareb-e-husn Nazar Ka Dikhai Deta Hai, Urdu Ghazal By Mukhtar Shameem

Fareb-e-husn Nazar Ka Dikhai Deta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mukhtar Shameem. Fareb-e-husn Nazar Ka Dikhai Deta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Fareb-e-husn Nazar Ka Dikhai Deta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

فریب حسن نظر کا دکھائی دیتا ہے

مختار شمیم

فریب حسن نظر کا دکھائی دیتا ہے

ہمیں ہر ایک جو اچھا دکھائی دیتا ہے

شعور غم کے دریچے تو وا کرو یارو

فصیل شب پہ اجالا دکھائی دیتا ہے

یہاں سب اپنی صلیبیں اٹھائے پھرتے ہیں

ہر ایک شخص مسیحا دکھائی دیتا ہے

ہمارے درد کو پڑھ لو کھلی کتاب ہیں ہم

ہر ایک چہرہ یہ کہتا دکھائی دیتا ہے

شمیمؔ آئیے فکر سخن شعار کریں

یہی فرار کا رستہ دکھائی دیتا ہے

مختار شمیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Fareb-e-husn Nazar Ka Dikhai Deta Hai

Mukhtar Shameem

fareb-e-husn nazar ka dikhai deta hai
hamein har ek jo achchha dikhai deta hai

shuur-e-gham ke dariche to wa karo yaro
fasil-e-shab pe ujala dikhai deta hai

yahan sab apni saliben uThae phirte hain
har ek shaKHs masiha dikhai deta hai

hamare dard ko paDh lo khuli kitab hain hum
har ek chehra ye kahta dikhai deta hai

'shamim' aaiye fikr-e-suKHan-shiar karen
yahi farar ka rasta dikhai deta hai

(535) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Fareb-e-husn Nazar Ka Dikhai Deta Hai written by Mukhtar Shameem at UrduPoint. Fareb-e-husn Nazar Ka Dikhai Deta Hai is one of the masterpieces written by Mukhtar Shameem. You can also find the complete poetry collection of Mukhtar Shameem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mukhtar Shameem' above.

Fareb-e-husn Nazar Ka Dikhai Deta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Fareb-e-husn Nazar Ka Dikhai Deta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.