Ki Shab-e-hashr Meri Sham-e-jawani Tumne, Urdu Ghazal By Mukhtar Siddiqui

Ki Shab-e-hashr Meri Sham-e-jawani Tumne is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mukhtar Siddiqui. Ki Shab-e-hashr Meri Sham-e-jawani Tumne comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ki Shab-e-hashr Meri Sham-e-jawani Tumne on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کی شب حشر مری شام جوانی تم نے

مختار صدیقی

کی شب حشر مری شام جوانی تم نے

چھیڑی کس دور کی کس وقت کہانی تم نے

معنی و لفظ میں جو ربط ہے میں جان گیا

کھولے اس طرح سے اسرار معانی تم نے

میری آنکھوں ہی میں تھے ان کہے پہلو اس کے

وہ جو اک بات سنی میری زبانی تم نے

میری تاریخ نے دائم تمہیں باقی سمجھا

رکھا ہر دور میں دائم مجھے فانی تم نے

میں تو ہر دھوپ میں سایوں کا رہا ہوں جویا

مجھ سے لکھوائی سرابوں کی کہانی تم نے

میری ہر بات میں سو عیب تھے ہر عیب میں شاخ

یہ غنیمت ہے مری قدر بھی جانی تم نے

مختار صدیقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ki Shab-e-hashr Meri Sham-e-jawani Tumne

Mukhtar Siddiqui

ki shab-e-hashr meri sham-e-jawani tum ne
chheDi kis daur ki kis waqt kahani tum ne

maani-o-lafz mein jo rabt hai main jaan gaya
khole is tarah se asrar-e-maani tum ne

meri aankhon hi mein the an-kahe pahlu us ke
wo jo ek baat suni meri zabani tum ne

meri tariKH ne daim tumhein baqi samjha
rakkha har daur mein daim mujhe fani tum ne

main to har dhup mein sayon ka raha hun juya
mujh se likhwai sarabon ki kahani tum ne

meri har baat mein sau aib the har aib mein shaKH
ye ghanimat hai meri qadr bhi jaani tum ne

(788) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ki Shab-e-hashr Meri Sham-e-jawani Tumne written by Mukhtar Siddiqui at UrduPoint. Ki Shab-e-hashr Meri Sham-e-jawani Tumne is one of the masterpieces written by Mukhtar Siddiqui. You can also find the complete poetry collection of Mukhtar Siddiqui by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mukhtar Siddiqui' above.

Ki Shab-e-hashr Meri Sham-e-jawani Tumne is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ki Shab-e-hashr Meri Sham-e-jawani Tumne, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.