Maut Ko Zist Tarasti Hai Yahan, Urdu Ghazal By Mukhtar Siddiqui

Maut Ko Zist Tarasti Hai Yahan is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mukhtar Siddiqui. Maut Ko Zist Tarasti Hai Yahan comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Maut Ko Zist Tarasti Hai Yahan on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

موت کو زیست ترستی ہے یہاں

مختار صدیقی

موت کو زیست ترستی ہے یہاں

موت ہی کون سی سستی ہے یہاں

دم کی مشکل نہیں آساں کرتے

کس قدر عقدہ پرستی ہے یہاں

سب خرابے ہیں تمناؤں کے

کون بستی ہے جو بستی ہے یہاں

چھوڑو بے صرفہ ہیں ساون بھادوں

دیکھو ہر آنکھ برستی ہے یہاں

اب تو ہر اوج کا تارا ڈوبا

اوج کا نام ہی پستی ہے یہاں

مختار صدیقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Maut Ko Zist Tarasti Hai Yahan

Mukhtar Siddiqui

maut ko zist tarasti hai yahan
maut hi kaun si sasti hai yahan

dam ki mushkil nahin aasan karte
kis qadar uqda-parasti hai yahan

sab KHarabe hain tamannaon ke
kaun basti hai jo basti hai yahan

chhoDo be-sarfa hain sawan bhadon
dekho har aankh barasti hai yahan

ab to har auj ka tara Duba
auj ka nam hi pasti hai yahan

(643) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Maut Ko Zist Tarasti Hai Yahan written by Mukhtar Siddiqui at UrduPoint. Maut Ko Zist Tarasti Hai Yahan is one of the masterpieces written by Mukhtar Siddiqui. You can also find the complete poetry collection of Mukhtar Siddiqui by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mukhtar Siddiqui' above.

Maut Ko Zist Tarasti Hai Yahan is a widely read Urdu Ghazal. If you like Maut Ko Zist Tarasti Hai Yahan, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.