Kya Karunga Main Bhala Kanch Ka Ye Ghar Le Kar, Urdu Ghazal By Mumtaz Ahmad Mumtaz

Kya Karunga Main Bhala Kanch Ka Ye Ghar Le Kar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mumtaz Ahmad Mumtaz. Kya Karunga Main Bhala Kanch Ka Ye Ghar Le Kar comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kya Karunga Main Bhala Kanch Ka Ye Ghar Le Kar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کیا کروں گا میں بھلا کانچ کا یہ گھر لے کر

ممتاز احمد ممتاز

کیا کروں گا میں بھلا کانچ کا یہ گھر لے کر

لوگ آ جائیں گے پھر ہاتھ میں پتھر لے کر

ذہن ماؤف بدن چور ہے دل آزردہ

آؤ سو جائیں سرہانے کوئی پتھر لے کر

نام چھپتا تھا جلی حرفوں میں کل تک جس کا

آج بیٹھا ہے وہ فٹ پاتھ پہ بستر لے کر

جب بھی حالات کے سورج کی تپش تیز ہوئی

اوڑھ لی میں نے تری یاد کی چادر لے کر

زینت شہر ہیں ممتازؔ یہ اونچے ایوان

ہم کہاں جائیں بھلا پھوس کا چھپر لے کر

ممتاز احمد ممتاز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kya Karunga Main Bhala Kanch Ka Ye Ghar Le Kar

Mumtaz Ahmad Mumtaz

kya karunga main bhala kanch ka ye ghar le kar
log aa jaenge phir hath mein patthar le kar

zehn mauf badan chur hai dil aazurda
aao so jaen sirhane koi patthar le kar

nam chhapta tha jali harfon mein kal tak jis ka
aaj baiTha hai wo footpath pe bistar le kar

jab bhi haalat ke suraj ki tapish tez hui
oDh li main ne teri yaad ki chadar le kar

zinat-e-shahr hain 'mumtaz' ye unche aiwan
hum kahan jaen bhala phus ka chhappar le kar

(434) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kya Karunga Main Bhala Kanch Ka Ye Ghar Le Kar written by Mumtaz Ahmad Mumtaz at UrduPoint. Kya Karunga Main Bhala Kanch Ka Ye Ghar Le Kar is one of the masterpieces written by Mumtaz Ahmad Mumtaz. You can also find the complete poetry collection of Mumtaz Ahmad Mumtaz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mumtaz Ahmad Mumtaz' above.

Kya Karunga Main Bhala Kanch Ka Ye Ghar Le Kar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kya Karunga Main Bhala Kanch Ka Ye Ghar Le Kar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.