Bahut Dawe Kiye Hain Aagahi Ne, Urdu Ghazal By Mumtaz Mirza

Bahut Dawe Kiye Hain Aagahi Ne is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mumtaz Mirza. Bahut Dawe Kiye Hain Aagahi Ne comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bahut Dawe Kiye Hain Aagahi Ne on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بہت دعوے کیے ہیں آگہی نے

ممتاز میرزا

بہت دعوے کیے ہیں آگہی نے

نہیں سمجھا محبت کو کسی نے

جبیں پر خاک کے ذرے نہیں ہیں

ستارے چن دیے ہیں بندگی نے

شکایت ہے انہیں بھی زندگی سے

جنہیں سب کچھ دیا ہے زندگی نے

صبا سے پوچھیے کیا گل کھلائے

چمن میں ان کی آہستہ روی نے

خدا غارت کرے دست ستم کو

ابھی تو آنکھ کھولی تھی کلی نے

مہ و انجم کو ضو بخشی ہے ممتازؔ

ہمارے آنسوؤں کی روشنی نے

ممتاز میرزا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bahut Dawe Kiye Hain Aagahi Ne

Mumtaz Mirza

bahut dawe kiye hain aagahi ne
nahin samjha mohabbat ko kisi ne

jabin par KHak ke zarre nahin hain
sitare chun diye hain bandagi ne

shikayat hai unhen bhi zindagi se
jinhen sab kuchh diya hai zindagi ne

saba se puchhiye kya gul khilae
chaman mein un ki aahista-rawi ne

KHuda ghaarat kare dast-e-sitam ko
abhi to aankh kholi thi kali ne

mah o anjum ko zau baKHshi hai 'mumtaz'
hamare aansuon ki raushni ne

(645) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bahut Dawe Kiye Hain Aagahi Ne written by Mumtaz Mirza at UrduPoint. Bahut Dawe Kiye Hain Aagahi Ne is one of the masterpieces written by Mumtaz Mirza. You can also find the complete poetry collection of Mumtaz Mirza by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mumtaz Mirza' above.

Bahut Dawe Kiye Hain Aagahi Ne is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bahut Dawe Kiye Hain Aagahi Ne, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.