Be-tarah Aap Ki Yaadon Ne Sataya Hai Mujhe, Urdu Ghazal By Mumtaz Mirza

Be-tarah Aap Ki Yaadon Ne Sataya Hai Mujhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mumtaz Mirza. Be-tarah Aap Ki Yaadon Ne Sataya Hai Mujhe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Be-tarah Aap Ki Yaadon Ne Sataya Hai Mujhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بے طرح آپ کی یادوں نے ستایا ہے مجھے

ممتاز میرزا

بے طرح آپ کی یادوں نے ستایا ہے مجھے

چاندنی راتوں نے آ آ کے رلایا ہے مجھے

آپ سے کوئی شکایت نہ زمانے سے گلہ

میرے حالات نے مجبور بنایا ہے مجھے

آج پھر اوج پہ ہے اپنا مقدر شاید

آج پھر آپ نے نظروں سے گرایا ہے مجھے

اپنے بیگانے ہوئے اور زمانہ دشمن

بے دماغی نے مری دن یہ دکھایا ہے مجھے

کون سے دشت میں لے آیا مجھے میرا جنوں

مڑ کے دیکھا ہے تو کچھ خوف سا آیا ہے مجھے

پھر ہوئے آج بہم جام گل و نغمۂ شب

پھر مرے ماضی نے ممتازؔ بلایا ہے مجھے

ممتاز میرزا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Be-tarah Aap Ki Yaadon Ne Sataya Hai Mujhe

Mumtaz Mirza

be-tarah aap ki yaadon ne sataya hai mujhe
chandni raaton ne aa aa ke rulaya hai mujhe

aap se koi shikayat na zamane se gila
mere haalat ne majbur banaya hai mujhe

aaj phir auj pe hai apna muqaddar shayad
aaj phir aap ne nazron se giraya hai mujhe

apne begane hue aur zamana dushman
be-dimaghi ne meri din ye dikhaya hai mujhe

kaun se dasht mein le aaya mujhe mera junun
muD ke dekha hai to kuchh KHauf sa aaya hai mujhe

phir hue aaj baham jam-e-gul o naghma-e-shab
phir mere mazi ne 'mumtaz' bulaya hai mujhe

(555) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Be-tarah Aap Ki Yaadon Ne Sataya Hai Mujhe written by Mumtaz Mirza at UrduPoint. Be-tarah Aap Ki Yaadon Ne Sataya Hai Mujhe is one of the masterpieces written by Mumtaz Mirza. You can also find the complete poetry collection of Mumtaz Mirza by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mumtaz Mirza' above.

Be-tarah Aap Ki Yaadon Ne Sataya Hai Mujhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Be-tarah Aap Ki Yaadon Ne Sataya Hai Mujhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.