Sakun Mila Hai Magar Iztirab Jaisa Hai, Urdu Ghazal By Mumtaz Rashid

Sakun Mila Hai Magar Iztirab Jaisa Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mumtaz Rashid. Sakun Mila Hai Magar Iztirab Jaisa Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sakun Mila Hai Magar Iztirab Jaisa Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سکوں ملا ہے مگر اضطراب جیسا ہے

ممتاز راشد

سکوں ملا ہے مگر اضطراب جیسا ہے

ترے بدن کا فسوں بھی شراب جیسا ہے

ہنسے وہ لاکھ مگر ضبط غم کی تحریریں

نہ چھپ سکیں گی کہ چہرہ کتاب جیسا ہے

ملے گا پاس سے کچھ بھی نہ خاک و خوں کے سوا

پلٹ چلیں کہ یہ منظر سراب جیسا ہے

نہ کوئی پیڑ نہ سایہ نہ آہٹوں کا گماں

یہ جستجو کا سفر بھی عذاب جیسا ہے

وہ سامنے ہے مگر اس کو چھو نہیں سکتا

میں پوجتا ہوں وہ پیکر جو خواب جیسا ہے

سلگ رہے ہو یونہی غم کی دھوپ سے راشدؔ

وہ ہاتھ چوم کے دیکھو گلاب جیسا ہے

ممتاز راشد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sakun Mila Hai Magar Iztirab Jaisa Hai

Mumtaz Rashid

sakun mila hai magar iztirab jaisa hai
tere badan ka fusun bhi sharab jaisa hai

hanse wo lakh magar zabt-e-gham ki tahriren
na chhup sakengi ki chehra kitab jaisa hai

milega pas se kuchh bhi na KHak o KHun ke siwa
palaT chalen ki ye manzar sarab jaisa hai

na koi peD na saya na aahaTon ka guman
ye justuju ka safar bhi azab jaisa hai

wo samne hai magar us ko chhu nahin sakta
main pujta hun wo paikar jo KHwab jaisa hai

sulag rahe ho yunhi gham ki dhup se 'rashid'
wo hath chum ke dekho gulab jaisa hai

(681) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sakun Mila Hai Magar Iztirab Jaisa Hai written by Mumtaz Rashid at UrduPoint. Sakun Mila Hai Magar Iztirab Jaisa Hai is one of the masterpieces written by Mumtaz Rashid. You can also find the complete poetry collection of Mumtaz Rashid by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mumtaz Rashid' above.

Sakun Mila Hai Magar Iztirab Jaisa Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sakun Mila Hai Magar Iztirab Jaisa Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.