Waqt Ki Lahron Pe Chalta Kaun Hai, Urdu Ghazal By Mumtaz Siddiqi

Waqt Ki Lahron Pe Chalta Kaun Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mumtaz Siddiqi. Waqt Ki Lahron Pe Chalta Kaun Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Waqt Ki Lahron Pe Chalta Kaun Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وقت کی لہروں پہ چلتا کون ہے

ممتاز صدیقی

وقت کی لہروں پہ چلتا کون ہے

دھوپ کے ہم راہ سایا کون ہے

بھول جائیں جس سے مل کر تلخیاں

آپ کے نزدیک ایسا کون ہے

شام کے ڈھلتے ہی دستک کس نے دی

بن کے جوگی یہ بھٹکتا کون ہے

لاکھوں طوفاں اور تن تنہا کوئی

دیکھیں اب آنکھیں چراتا کون ہے

آپ نے تو کہہ دیا فرصت نہیں

دل پہ جو گزری ہے کہتا کون ہے

دل نے آخر فیصلہ دے ہی دیا

راستے کو اب بدلتا کون ہے

پھر ہمارے ظرف کا ہے امتحاں

دیکھنے والا تماشا کون ہے

ممتاز صدیقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Waqt Ki Lahron Pe Chalta Kaun Hai

Mumtaz Siddiqi

waqt ki lahron pe chalta kaun hai
dhup ke hamrah saya kaun hai

bhul jaen jis se mil kar talKHiyan
aap ke nazdik aisa kaun hai

sham ke Dhalte hi dastak kis ne di
ban ke jogi ye bhaTakta kaun hai

lakhon tufan aur tan-e-tanha koi
dekhen ab aankhen churaata kaun hai

aap ne to kah diya fursat nahin
dil pe jo guzri hai kahta kaun hai

dil ne aaKHir faisla de hi diya
raste ko ab badalta kaun hai

phir hamare zarf ka hai imtihan
dekhne wala tamasha kaun hai

(390) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Waqt Ki Lahron Pe Chalta Kaun Hai written by Mumtaz Siddiqi at UrduPoint. Waqt Ki Lahron Pe Chalta Kaun Hai is one of the masterpieces written by Mumtaz Siddiqi. You can also find the complete poetry collection of Mumtaz Siddiqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mumtaz Siddiqi' above.

Waqt Ki Lahron Pe Chalta Kaun Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Waqt Ki Lahron Pe Chalta Kaun Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.