Nazar Azabon Mein Ghir Gai Hai SuKHan Sarabon Mein Aa Gaya Hai, Urdu Ghazal By Munawwar Jameel

Nazar Azabon Mein Ghir Gai Hai SuKHan Sarabon Mein Aa Gaya Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Munawwar Jameel. Nazar Azabon Mein Ghir Gai Hai SuKHan Sarabon Mein Aa Gaya Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Nazar Azabon Mein Ghir Gai Hai SuKHan Sarabon Mein Aa Gaya Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نظر عذابوں میں گھر گئی ہے سخن سرابوں میں آ گیا ہے

منور جمیل

نظر عذابوں میں گھر گئی ہے سخن سرابوں میں آ گیا ہے

سنا ہے اب کے بہار موسم خزاں کی باتوں میں آ گیا ہے

یہ کیا غضب ہے کہ جس نے عہد بہار چاہا نہ عشق دیکھا

نظام ہجر و وصال سارا اسی کے ہاتھوں میں آ گیا ہے

بہار تو اک مغالطہ ہے خزاں کی روپوش حیرتوں کا

جو اس طلسم جہاں سے گزرا وہ داستانوں میں آ گیا ہے

وہ جس کے دامن میں شاعری تھی بہار لہجے کی لٹ لٹا کر

اے رب لفظ و بیاں وہ شاعر تری پناہوں میں آ گیا ہے

بہار کیا اب خزاں بھی دیکھے غرور حسن سخنوری میں

جو آسمانوں میں جا بسا تھا زمیں کے قدموں میں آ گیا ہے

بہار رت میں بچھڑ کے تجھ سے جو دل پہ گزری وہ دل ہی جانے

ہمیں تو اتنا پتا ہے یارو لہو تک آنکھوں میں آ گیا ہے

منور جمیل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nazar Azabon Mein Ghir Gai Hai SuKHan Sarabon Mein Aa Gaya Hai

Munawwar Jameel

nazar azabon mein ghir gai hai suKHan sarabon mein aa gaya hai
suna hai ab ke bahaar-mausam KHizan ki baaton mein aa gaya hai

ye kya ghazab hai ki jis ne ahd-e-bahaar chaha na ishq dekha
nizam-e-hijr-o-visal sara usi ke hathon mein aa gaya hai

bahaar to ek mughaalta hai KHizan ki ru-posh hairaton ka
jo is tilism-e-jahan se guzra wo dastanon mein aa gaya hai

wo jis ke daman mein shaeri thi bahaar-lahje ki luT-luTa kar
ai rabb-e-lafz-o-bayan wo shaer teri panahon mein aa gaya hai

bahaar kya ab KHizan bhi dekhe ghurur-e-husn-e-suKHanwari mein
jo aasmanon mein ja basa tha zamin ke qadmon mein aa gaya hai

bahaar-rut mein bichhaD ke tujh se jo dil pe guzri wo dil hi jaane
hamein to itna pata hai yaro lahu tak aankhon mein aa gaya hai

(735) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nazar Azabon Mein Ghir Gai Hai SuKHan Sarabon Mein Aa Gaya Hai written by Munawwar Jameel at UrduPoint. Nazar Azabon Mein Ghir Gai Hai SuKHan Sarabon Mein Aa Gaya Hai is one of the masterpieces written by Munawwar Jameel. You can also find the complete poetry collection of Munawwar Jameel by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Munawwar Jameel' above.

Nazar Azabon Mein Ghir Gai Hai SuKHan Sarabon Mein Aa Gaya Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nazar Azabon Mein Ghir Gai Hai SuKHan Sarabon Mein Aa Gaya Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.