Hazar Kufr Hain Ek Chashm-e-parsa Mein Teri, Urdu Ghazal By Munawwar Lakhnavi

Hazar Kufr Hain Ek Chashm-e-parsa Mein Teri is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Munawwar Lakhnavi. Hazar Kufr Hain Ek Chashm-e-parsa Mein Teri comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hazar Kufr Hain Ek Chashm-e-parsa Mein Teri on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہزار کفر ہیں اک چشم پارسا میں تری

منور لکھنوی

ہزار کفر ہیں اک چشم پارسا میں تری

بھری ہوئی ہے شرارت ادا ادا میں تری

بقا کو اپنی مشیت تری سمجھتا ہوں

مری حیات‌ قضا کار ہے رضا میں تری

مرے حبیب مری آخرت کے اے ضامن

مرے نصیب کی جنت ہے خاک پا میں تری

یہ کس مقام سے تو نے خطاب فرمایا

سنی گئی مری آواز بھی صدا میں تری

یہ سوچ کر نہ منورؔ نے کچھ کیا شکوہ

وفا کی داد کا پہلو بھی ہے جفا میں تری

منور لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hazar Kufr Hain Ek Chashm-e-parsa Mein Teri

Munawwar Lakhnavi

hazar kufr hain ek chashm-e-parsa mein teri
bhari hui hai shararat ada ada mein teri

baqa ko apni mashiyyat teri samajhta hun
meri hayat-e-qaza-kar hai raza mein teri

mere habib meri aaKHirat ke ai zamin
mere nasib ki jannat hai KHak-e-pa mein teri

ye kis maqam se tu ne KHitab farmaya
suni gai meri aawaz bhi sada mein teri

ye soch kar na 'munawar' ne kuchh kiya shikwa
wafa ki dad ka pahlu bhi hai jafa mein teri

(545) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hazar Kufr Hain Ek Chashm-e-parsa Mein Teri written by Munawwar Lakhnavi at UrduPoint. Hazar Kufr Hain Ek Chashm-e-parsa Mein Teri is one of the masterpieces written by Munawwar Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Munawwar Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Munawwar Lakhnavi' above.

Hazar Kufr Hain Ek Chashm-e-parsa Mein Teri is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hazar Kufr Hain Ek Chashm-e-parsa Mein Teri, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.