Jab Nazar Jaan0b-e-asbab-e-fana Karte Hain, Urdu Ghazal By Munawwar Lakhnavi

Jab Nazar Jaan0b-e-asbab-e-fana Karte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Munawwar Lakhnavi. Jab Nazar Jaan0b-e-asbab-e-fana Karte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jab Nazar Jaan0b-e-asbab-e-fana Karte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جب نظر جانب اسباب فنا کرتے ہیں

منور لکھنوی

جب نظر جانب اسباب فنا کرتے ہیں

پہلے ہم اپنی طرف دیکھ لیا کرتے ہیں

جن کو ہے طوق و سلاسل کے تقاضوں کا شعور

وہی پابندی آئین وفا کرتے ہیں

کاش ہم کو بھی بتا دیں یہ بتانے والے

چوٹ لگتی ہے کوئی دل پہ تو کیا کرتے ہیں

ترجمانی کا وسیلہ تو ہیں دراصل یہ اشک

دل کے مطلب کو ہم آنکھوں سے ادا کرتے ہیں

تہمت عشق کہاں اور کہاں یہ معصوم

مفت بدنام منورؔ کو کیا کرتے ہیں

منور لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jab Nazar Jaan0b-e-asbab-e-fana Karte Hain

Munawwar Lakhnavi

jab nazar jaan0b-e-asbab-e-fana karte hain
pahle hum apni taraf dekh liya karte hain

jin ko hai tauq-o-salasil ke taqazon ka shuur
wahi pabandi-e-ain-e-wafa karte hain

kash hum ko bhi bata den ye batane wale
choT lagti hai koi dil pe to kya karte hain

tarjumani ka wasila to hain dar-asl ye ashk
dil ke matlab ko hum aankhon se ada karte hain

tohmat-e-ishq kahan aur kahan ye masum
muft badnam 'munawar' ko kiya karte hain

(585) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jab Nazar Jaan0b-e-asbab-e-fana Karte Hain written by Munawwar Lakhnavi at UrduPoint. Jab Nazar Jaan0b-e-asbab-e-fana Karte Hain is one of the masterpieces written by Munawwar Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Munawwar Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Munawwar Lakhnavi' above.

Jab Nazar Jaan0b-e-asbab-e-fana Karte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jab Nazar Jaan0b-e-asbab-e-fana Karte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.