Nakaamiyon Pe Sar-ba-gareban Nahin Hun Main, Urdu Ghazal By Munawwar Lakhnavi

Nakaamiyon Pe Sar-ba-gareban Nahin Hun Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Munawwar Lakhnavi. Nakaamiyon Pe Sar-ba-gareban Nahin Hun Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Nakaamiyon Pe Sar-ba-gareban Nahin Hun Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ناکامیوں پہ سر بہ گریباں نہیں ہوں میں

منور لکھنوی

ناکامیوں پہ سر بہ گریباں نہیں ہوں میں

جو اٹھ کے بیٹھ جائے وہ طوفاں نہیں ہوں میں

کیا خاک دل کی آگ جو شعلہ نہ دے سکے

جذبات مشتعل سے پشیماں نہیں ہوں میں

ہو مجھ سے آدمی کی خوشامد خدا کی شان

جس کا ہو یہ شعار وہ انساں نہیں ہوں میں

میری شگفتگی کا بھی آئے گا ایک وقت

مہکے نہ جو کبھی وہ گلستاں نہیں ہوں میں

کٹ کٹ کے گر رہا ہے منورؔ جگر مرا

بزم سخن میں آج غزل خواں نہیں ہوں میں

منور لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nakaamiyon Pe Sar-ba-gareban Nahin Hun Main

Munawwar Lakhnavi

nakaamiyon pe sar-ba-gareban nahin hun main
jo uTh ke baiTh jae wo tufan nahin hun main

kya KHak-e-dil ki aag jo shoala na de sake
jazbaat-e-mushtail se pasheman nahin hun main

ho mujh se aadmi ki KHushamad KHuda ki shan
jis ka ho ye shiar wo insan nahin hun main

meri shaguftagi ka bhi aaega ek waqt
mahke na jo kabhi wo gulistan nahin hun main

kaT kaT ke gir raha hai 'munawar' jigar mera
bazm-e-suKHan mein aaj ghazal-KHwan nahin hun main

(578) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nakaamiyon Pe Sar-ba-gareban Nahin Hun Main written by Munawwar Lakhnavi at UrduPoint. Nakaamiyon Pe Sar-ba-gareban Nahin Hun Main is one of the masterpieces written by Munawwar Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Munawwar Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Munawwar Lakhnavi' above.

Nakaamiyon Pe Sar-ba-gareban Nahin Hun Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nakaamiyon Pe Sar-ba-gareban Nahin Hun Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.