Soz Se Saz Hi Nahin Haal Hai Kuchh Ajab Tera, Urdu Ghazal By Munawwar Lakhnavi

Soz Se Saz Hi Nahin Haal Hai Kuchh Ajab Tera is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Munawwar Lakhnavi. Soz Se Saz Hi Nahin Haal Hai Kuchh Ajab Tera comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Soz Se Saz Hi Nahin Haal Hai Kuchh Ajab Tera on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سوز سے ساز ہی نہیں حال ہے کچھ عجب ترا

منور لکھنوی

سوز سے ساز ہی نہیں حال ہے کچھ عجب ترا

میں تو نیاز مند ہوں ناز ہے بے سبب ترا

عشوہ کامیاب ہے جو بھی ہے بے حساب ہے

رحم ترا کرم ترا قہر ترا غضب ترا

میں تو ہوں نقش زیر گام جانتا ہوں ترا مقام

مجھ پہ یہ کیا ہے اتہام میں نہ کروں ادب ترا

جانے کس طرح جائے گی جان یہ کب ترے لیے

آنے کی طرح آئے گا مجھ کو خیال کب ترا

دست دعا نہ پاس ہے بخت رسا نہ ساتھ ہے

کیوں ہو منورؔ حزیں بندۂ‌ منتخب ترا

منور لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Soz Se Saz Hi Nahin Haal Hai Kuchh Ajab Tera

Munawwar Lakhnavi

soz se saz hi nahin haal hai kuchh ajab tera
main to niyaz-mand hun naz hai be-sabab tera

ishwa kaamyab hai jo bhi hai be-hisab hai
rahm tera karam tera qahr tera ghazab tera

main to hun naqsh-e-zer-e-gam jaanta hun tera maqam
mujh pe ye kya hai ittiham main na karun adab tera

jaane kis tarah jaegi jaan ye kab tere liye
aane ki tarah aaega mujh ko KHayal kab tera

dast-e-dua na pas hai baKHt-e-rasa na sath hai
kyun ho 'munawar'-e-hazin banda-e-mutaKHab tera

(521) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Soz Se Saz Hi Nahin Haal Hai Kuchh Ajab Tera written by Munawwar Lakhnavi at UrduPoint. Soz Se Saz Hi Nahin Haal Hai Kuchh Ajab Tera is one of the masterpieces written by Munawwar Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Munawwar Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Munawwar Lakhnavi' above.

Soz Se Saz Hi Nahin Haal Hai Kuchh Ajab Tera is a widely read Urdu Ghazal. If you like Soz Se Saz Hi Nahin Haal Hai Kuchh Ajab Tera, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.