Un Se Bargashta-nigahi Ke Siwa Kuchh Na Mila, Urdu Ghazal By Munawwar Lakhnavi

Un Se Bargashta-nigahi Ke Siwa Kuchh Na Mila is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Munawwar Lakhnavi. Un Se Bargashta-nigahi Ke Siwa Kuchh Na Mila comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Un Se Bargashta-nigahi Ke Siwa Kuchh Na Mila on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ان سے برگشتہ نگاہی کے سوا کچھ نہ ملا

منور لکھنوی

ان سے برگشتہ نگاہی کے سوا کچھ نہ ملا

آخر کار تباہی کے سوا کچھ نہ ملا

دل کو ہر چند کریدا مگر اس کی تہ میں

ایک بہکے ہوئے راہی کے سوا کچھ نہ ملا

چاند تارے نگہ پاس میں نکلے بے نور

آسمانوں میں سیاہی کے سوا کچھ نہ ملا

تجزیہ ان کے ارادوں کا جو کرنے بیٹھے

غیر کی پشت پناہی کے سوا کچھ نہ ملا

کی منورؔ نے دعا جو بھی وہ ناکام رہی

اجر میں قہر الٰہی کے سوا کچھ نہ ملا

منور لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Un Se Bargashta-nigahi Ke Siwa Kuchh Na Mila

Munawwar Lakhnavi

un se bargashta-nigahi ke siwa kuchh na mila
aaKHir-e-kar tabahi ke siwa kuchh na mila

dil ko har-chand kureda magar us ki tah mein
ek bahke hue rahi ke siwa kuchh na mila

chand tare nigah-e-pas mein nikle be-nur
aasmanon mein siyahi ke siwa kuchh na mila

tajziya un ke iradon ka jo karne baiThe
ghair ki pusht-panahi ke siwa kuchh na mila

ki 'munawar' ne dua jo bhi wo nakaam rahi
ajr mein qahr-e-ilahi ke siwa kuchh na mila

(632) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Un Se Bargashta-nigahi Ke Siwa Kuchh Na Mila written by Munawwar Lakhnavi at UrduPoint. Un Se Bargashta-nigahi Ke Siwa Kuchh Na Mila is one of the masterpieces written by Munawwar Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Munawwar Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Munawwar Lakhnavi' above.

Un Se Bargashta-nigahi Ke Siwa Kuchh Na Mila is a widely read Urdu Ghazal. If you like Un Se Bargashta-nigahi Ke Siwa Kuchh Na Mila, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.