Aapko Chehre Se Bhi Bimar Hona Chahiye, Urdu Ghazal By Munawwar Rana

Aapko Chehre Se Bhi Bimar Hona Chahiye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Munawwar Rana. Aapko Chehre Se Bhi Bimar Hona Chahiye comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aapko Chehre Se Bhi Bimar Hona Chahiye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آپ کو چہرے سے بھی بیمار ہونا چاہئے

منور رانا

آپ کو چہرے سے بھی بیمار ہونا چاہئے

عشق ہے تو عشق کا اظہار ہونا چاہئے

آپ دریا ہیں تو پھر اس وقت ہم خطرے میں ہیں

آپ کشتی ہیں تو ہم کو پار ہونا چاہئے

ایرے غیرے لوگ بھی پڑھنے لگے ہیں ان دنوں

آپ کو عورت نہیں اخبار ہونا چاہئے

زندگی تو کب تلک در در پھرائے گی ہمیں

ٹوٹا پھوٹا ہی سہی گھر بار ہونا چاہئے

اپنی یادوں سے کہو اک دن کی چھٹی دے مجھے

عشق کے حصے میں بھی اتوار ہونا چاہئے

منور رانا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aapko Chehre Se Bhi Bimar Hona Chahiye

Munawwar Rana

aap ko chehre se bhi bimar hona chahiye
ishq hai to ishq ka izhaar hona chahiye

aap dariya hain to phir is waqt hum KHatre mein hain
aap kashti hain to hum ko par hona chahiye

aire-ghaire log bhi paDhne lage hain in dinon
aap ko aurat nahin aKHbar hona chahiye

zindagi tu kab talak dar-dar phiraegi hamein
TuTa-phuTa hi sahi ghar-bar hona chahiye

apni yaadon se kaho ek din ki chhuTTi de mujhe
ishq ke hisse mein bhi itwar hona chahiye

(793) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aapko Chehre Se Bhi Bimar Hona Chahiye written by Munawwar Rana at UrduPoint. Aapko Chehre Se Bhi Bimar Hona Chahiye is one of the masterpieces written by Munawwar Rana. You can also find the complete poetry collection of Munawwar Rana by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Munawwar Rana' above.

Aapko Chehre Se Bhi Bimar Hona Chahiye is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aapko Chehre Se Bhi Bimar Hona Chahiye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.