Han Ijazat Hai Agar Koi Kahani Aur Hai, Urdu Ghazal By Munawwar Rana

Han Ijazat Hai Agar Koi Kahani Aur Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Munawwar Rana. Han Ijazat Hai Agar Koi Kahani Aur Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Han Ijazat Hai Agar Koi Kahani Aur Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہاں اجازت ہے اگر کوئی کہانی اور ہے

منور رانا

ہاں اجازت ہے اگر کوئی کہانی اور ہے

ان کٹوروں میں ابھی تھوڑا سا پانی اور ہے

مذہبی مزدور سب بیٹھے ہیں ان کو کام دو

ایک عمارت شہر میں کافی پرانی اور ہے

خامشی کب چیخ بن جائے کسے معلوم ہے

ظلم کر لو جب تلک یہ بے زبانی اور ہے

خشک پتے آنکھ میں چبھتے ہیں کانٹوں کی طرح

دشت میں پھرنا الگ ہے باغبانی اور ہے

پھر وہی اکتاہٹیں ہوں گی بدن چوپال میں

عمر کے قصے میں تھوڑی سی جوانی اور ہے

بس اسی احساس کی شدت نے بوڑھا کر دیا

ٹوٹے پھوٹے گھر میں اک لڑکی سیانی اور ہے

منور رانا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Han Ijazat Hai Agar Koi Kahani Aur Hai

Munawwar Rana

han ijazat hai agar koi kahani aur hai
in kaToron mein abhi thoDa sa pani aur hai

mazhabi mazdur sab baiThe hain in ko kaam do
ek imarat shahr mein kafi purani aur hai

KHamushi kab chiKH ban jae kise malum hai
zulm kar lo jab talak ye be-zabani aur hai

KHushk patte aankh mein chubhte hain kanTon ki tarah
dasht mein phirna alag hai baghbani aur hai

phir wahi uktahaTen hongi badan chaupal mein
umr ke qisse mein thoDi si jawani aur hai

bas isi ehsas ki shiddat ne buDha kar diya
TuTe-phuTe ghar mein ek laDki siyani aur hai

(585) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Han Ijazat Hai Agar Koi Kahani Aur Hai written by Munawwar Rana at UrduPoint. Han Ijazat Hai Agar Koi Kahani Aur Hai is one of the masterpieces written by Munawwar Rana. You can also find the complete poetry collection of Munawwar Rana by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Munawwar Rana' above.

Han Ijazat Hai Agar Koi Kahani Aur Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Han Ijazat Hai Agar Koi Kahani Aur Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.