Mujhko Gahrai Mein MiTTi Ki Utar Jaana Hai, Urdu Ghazal By Munawwar Rana

Mujhko Gahrai Mein MiTTi Ki Utar Jaana Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Munawwar Rana. Mujhko Gahrai Mein MiTTi Ki Utar Jaana Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mujhko Gahrai Mein MiTTi Ki Utar Jaana Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مجھ کو گہرائی میں مٹی کی اتر جانا ہے

منور رانا

مجھ کو گہرائی میں مٹی کی اتر جانا ہے

زندگی باندھ لے سامان سفر جانا ہے

گھر کی دہلیز پہ روشن ہیں وہ بجھتی آنکھیں

مجھ کو مت روک مجھے لوٹ کے گھر جانا ہے

میں وہ میلے میں بھٹکتا ہوا اک بچہ ہوں

جس کے ماں باپ کو روتے ہوئے مر جانا ہے

زندگی تاش کے پتوں کی طرح ہے میری

اور پتوں کو بہرحال بکھر جانا ہے

ایک بے نام سے رشتے کی تمنا لے کر

اس کبوتر کو کسی چھت پہ اتر جانا ہے

منور رانا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mujhko Gahrai Mein MiTTi Ki Utar Jaana Hai

Munawwar Rana

mujh ko gahrai mein miTTi ki utar jaana hai
zindagi bandh le saman-e-safar jaana hai

ghar ki dahliz pe raushan hain wo bujhti aankhen
mujh ko mat rok mujhe lauT ke ghar jaana hai

main wo mele mein bhaTakta hua ek bachcha hun
jis ke man bap ko rote hue mar jaana hai

zindagi tash ke patton ki tarah hai meri
aur patton ko bahar-haal bikhar jaana hai

ek be-nam se rishte ki tamanna le kar
is kabutar ko kisi chhat pe utar jaana hai

(620) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mujhko Gahrai Mein MiTTi Ki Utar Jaana Hai written by Munawwar Rana at UrduPoint. Mujhko Gahrai Mein MiTTi Ki Utar Jaana Hai is one of the masterpieces written by Munawwar Rana. You can also find the complete poetry collection of Munawwar Rana by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Munawwar Rana' above.

Mujhko Gahrai Mein MiTTi Ki Utar Jaana Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mujhko Gahrai Mein MiTTi Ki Utar Jaana Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.