Aaj Had Se Guzar Gaya Hai Wo, Urdu Ghazal By Munazzah Noor

Aaj Had Se Guzar Gaya Hai Wo is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Munazzah Noor. Aaj Had Se Guzar Gaya Hai Wo comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aaj Had Se Guzar Gaya Hai Wo on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آج حد سے گزر گیا ہے وہ

منزہ نور

آج حد سے گزر گیا ہے وہ

عشق کر کے مکر گیا ہے وہ

نقش پا تک نظر نہیں آتا

کون جانے کدھر گیا ہے وہ

جتنا پانی تھا گہرے دریا کا

ایک کوزے میں بھر گیا ہے وہ

موت سے بھی بڑی سزا ہے یہ

دل مرا توڑ کر گیا ہے وہ

نورؔ خالی جگہ نہیں دل میں

زخم ہی زخم بھر گیا ہے وہ

منزہ نور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aaj Had Se Guzar Gaya Hai Wo

Munazzah Noor

aaj had se guzar gaya hai wo
ishq kar ke mukar gaya hai wo

naqsh-e-pa tak nazar nahin aata
kaun jaane kidhar gaya hai wo

jitna pani tha gahre dariya ka
ek kuze mein bhar gaya hai wo

maut se bhi baDi saza hai ye
dil mera toD kar gaya hai wo

'nur' KHali jagah nahin dil mein
zaKHm hi zaKHm bhar gaya hai wo

(1019) ووٹ وصول ہوئے

You can read Aaj Had Se Guzar Gaya Hai Wo written by Munazzah Noor at UrduPoint. Aaj Had Se Guzar Gaya Hai Wo is one of the masterpieces written by Munazzah Noor. You can also find the complete poetry collection of Munazzah Noor by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Munazzah Noor' above.

Aaj Had Se Guzar Gaya Hai Wo is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aaj Had Se Guzar Gaya Hai Wo, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.