Us Ka Aana Sawab Jaisa Hai, Urdu Ghazal By Munazzah Noor

Us Ka Aana Sawab Jaisa Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Munazzah Noor. Us Ka Aana Sawab Jaisa Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Us Ka Aana Sawab Jaisa Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس کا آنا ثواب جیسا ہے

منزہ نور

اس کا آنا ثواب جیسا ہے

اور جانا عذاب جیسا ہے

مجھ کو پڑھنے کا شوق بچپن سے

اس کا چہرہ کتاب جیسا ہے

ایک چہرہ نظر میں ہے میری

جو مرے انتخاب جیسا ہے

ایک نشہ سا ہے اس کی آنکھوں میں

ذائقہ بھی شراب جیسا ہے

مجھ کو مل جائے کوئی شہزادہ

وہ جو آنکھوں میں خواب جیسا ہے

ہوں گے مشہور نام سے اس کے

نام اس کا خطاب جیسا ہے

اس کو فرصت نہیں محبت کی

خیر چھوڑو جناب جیسا ہے

موت منظور اس کے ہاتھوں سے

اس کا خنجر گلاب جیسا ہے

قصۂ عشق نورؔ میرا بھی

لیلیٰ مجنوں کے باب جیسا ہے

منزہ نور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Us Ka Aana Sawab Jaisa Hai

Munazzah Noor

us ka aana sawab jaisa hai
aur jaana azab jaisa hai

mujh ko paDhne ka shauq bachpan se
us ka chehra kitab jaisa hai

ek chehra nazar mein hai meri
jo mere intiKHab jaisa hai

ek nasha sa hai us ki aankhon mein
zaiqa bhi sharab jaisa hai

mujh ko mil jae koi shahzada
wo jo aankhon mein KHwab jaisa hai

honge mashhur nam se us ke
nam us ka KHitab jaisa hai

us ko fursat nahin mohabbat ki
KHair chhoDo janab jaisa hai

maut manzur us ke hathon se
us ka KHanjar gulab jaisa hai

qissa-e-ishq 'nur' mera bhi
laila majnun ke bab jaisa hai

(1342) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Us Ka Aana Sawab Jaisa Hai written by Munazzah Noor at UrduPoint. Us Ka Aana Sawab Jaisa Hai is one of the masterpieces written by Munazzah Noor. You can also find the complete poetry collection of Munazzah Noor by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Munazzah Noor' above.

Us Ka Aana Sawab Jaisa Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Us Ka Aana Sawab Jaisa Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.