Ab Zindagi Mein Hosh Ka Imkan To Gaya, Urdu Ghazal By Muneer Bhopali

Ab Zindagi Mein Hosh Ka Imkan To Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muneer Bhopali. Ab Zindagi Mein Hosh Ka Imkan To Gaya comes under the Love, Sad, Bewafa, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Ab Zindagi Mein Hosh Ka Imkan To Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اب زندگی میں ہوش کا امکان تو گیا

منیر بھوپالی

اب زندگی میں ہوش کا امکان تو گیا

لیکن تری نگاہ کو پہچان تو گیا

اب بھی ہے یہ خیال کسی طرح دیکھ لوں

مانا کہ دل سے چاہ کا ارمان تو گیا

مانوس غم ہی بن کے رہیں کیوں نہ دہر میں

حاصل کبھی خوشی ہو یہ امکان تو گیا

اے کاش بے خودی کا بھی انجام دیکھ لوں

دل کی طرح سے ہوش کا امکان تو گیا

اچھا ہوا کہ وعدہ سے انکار کر دیا

ہر وقت کا یہ ہاتھ میں قرآن تو گیا

اس بت کی اے منیرؔ نگاہوں میں سحر تھا

گو جان بچ گئی مگر ایمان تو گیا

منیر بھوپالی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ab Zindagi Mein Hosh Ka Imkan To Gaya

Muneer Bhopali

ab zindagi mein hosh ka imkan to gaya
lekin teri nigah ko pahchan to gaya

ab bhi hai ye KHayal kisi tarah dekh lun
mana ki dil se chah ka arman to gaya

manus-e-gham hi ban ke rahen kyon na dahr mein
hasil kabhi KHushi ho ye imkan to gaya

ai kash be-KHudi ka bhi anjam dekh lun
dil ki tarah se hosh ka imkan to gaya

achchha hua ki wade se inkar kar diya
har-waqt ka ye hath mein quran to gaya

us but ki ai 'munir' nigahon mein sehr tha
go jaan bach gai magar iman to gaya

(591) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ab Zindagi Mein Hosh Ka Imkan To Gaya written by Muneer Bhopali at UrduPoint. Ab Zindagi Mein Hosh Ka Imkan To Gaya is one of the masterpieces written by Muneer Bhopali. You can also find the complete poetry collection of Muneer Bhopali by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muneer Bhopali' above.

Ab Zindagi Mein Hosh Ka Imkan To Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ab Zindagi Mein Hosh Ka Imkan To Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.