Na Ibtida Hun Kisi Ki Na Intiha Hun Main, Urdu Ghazal By Muneer Bhopali

Na Ibtida Hun Kisi Ki Na Intiha Hun Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muneer Bhopali. Na Ibtida Hun Kisi Ki Na Intiha Hun Main comes under the Love, Hope category of Urdu Ghazal. You can read Na Ibtida Hun Kisi Ki Na Intiha Hun Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نہ ابتدا ہوں کسی کی نہ انتہا ہوں میں

منیر بھوپالی

نہ ابتدا ہوں کسی کی نہ انتہا ہوں میں

تعینات کی حد سے گزر گیا ہوں میں

جو نا مراد ازل ہے وہ التجا ہوں میں

اثر سے دور جو رہتی ہے وہ دعا ہوں میں

ترے جمال کا آئینہ بن گیا ہوں میں

ہزار پردوں میں چھپ کر چمک رہا ہوں میں

الٰہی کس کی نگاہوں سے گر گیا ہوں میں

ہر ایک آنکھ کو حسرت سے تک رہا ہوں میں

ترا کرم تو خدا جانے کیا ستم ہوگا

کہ جب ستم پہ ترے جان دے رہا ہوں میں

نہ باغ سے مجھے مطلب نہ باغ والوں سے

بہک کے دشت سے گلشن میں آ گیا ہوں میں

تجھے خبر بھی ہے او مڑ کے دیکھنے والے

تری نگاہ پہ کیا کیا لٹا رہا ہوں میں

مری نظر سے ٹپکتی ہے آرزو دل کی

صدائے‌ قلب ہوں خاموش التجا ہوں میں

مدد کا وقت ہے اے ناخداۓ کشتیٔ دل

تجلیات کی موجوں میں گھر گیا ہوں میں

ہر ایک آنکھ مجھے تک رہی ہے حیرت سے

منیرؔ کس کی نگاہوں کا آئنہ ہوں میں

منیر بھوپالی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Na Ibtida Hun Kisi Ki Na Intiha Hun Main

Muneer Bhopali

na ibtida hun kisi ki na intiha hun main
tayyunat ki had se guzar gaya hun main

jo na-murad-e-azal hai wo iltija hun main
asar se dur jo rahti hai wo dua hun main

tere jamal ka aaina ban gaya hun main
hazar pardon mein chhup kar chamak raha hun main

ilahi kis ki nigahon se gir gaya hun main
har ek aankh ko hasrat se tak raha hun main

tera karam to KHuda jaane kya sitam hoga
ki jab sitam pe tere jaan de raha hun main

na bagh se mujhe matlab na bagh walon se
bahak ke dasht se gulshan mein aa gaya hun main

tujhe KHabar bhi hai o muD ke dekhne wale
teri nigah pe kya kya luTa raha hun main

meri nazar se Tapakti hai aarzu dil ki
sada-e-qalb hun KHamosh-e-iltija hun main

madad ka waqt hai ai naKHuda-e-kashti-e-dil
tajalliyat ki maujon mein ghir gaya hun main

har ek aankh mujhe tak rahi hai hairat se
'munir' kis ki nigahon ka aaina hun main

(580) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Na Ibtida Hun Kisi Ki Na Intiha Hun Main written by Muneer Bhopali at UrduPoint. Na Ibtida Hun Kisi Ki Na Intiha Hun Main is one of the masterpieces written by Muneer Bhopali. You can also find the complete poetry collection of Muneer Bhopali by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muneer Bhopali' above.

Na Ibtida Hun Kisi Ki Na Intiha Hun Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Na Ibtida Hun Kisi Ki Na Intiha Hun Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.