Hayat Maut Hai Goya Us Aadmi Ke Liye, Urdu Ghazal By Muniruzzama Muneer

Hayat Maut Hai Goya Us Aadmi Ke Liye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muniruzzama Muneer. Hayat Maut Hai Goya Us Aadmi Ke Liye comes under the Sad, Social, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Hayat Maut Hai Goya Us Aadmi Ke Liye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حیات موت ہے گویا اس آدمی کے لئے

منیر الزماں منیر

حیات موت ہے گویا اس آدمی کے لئے

جو ساری عمر ترستا رہا خوشی کے لئے

وہ رند رند نہیں پی کے جو بہک جائے

کہ ظرف کی بھی ضرورت ہے مے کشی کے لئے

غم فراق میں جیسی ہماری حالت ہے

کوئی بھی اتنا پریشاں نہ ہو کسی کے لئے

کیا ہے دوست نے آنے کا وعدہ آج کی شب

چراغ دل کا جلانا ہے روشنی کے لئے

منیرؔ غم کا مداوا کرو نہ بھول کے تم

وجود غم بھی ضروری ہے زندگی کے لئے

منیر الزماں منیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hayat Maut Hai Goya Us Aadmi Ke Liye

Muniruzzama Muneer

hayat maut hai goya us aadmi ke liye
jo sari umr tarasta raha KHushi ke liye

wo rind rind nahin pi ke jo bahak jae
ki zarf ki bhi zarurat hai mai-kashi ke liye

gham-e-firaq mein jaisi hamari haalat hai
koi bhi itna pareshan na ho kisi ke liye

kiya hai dost ne aane ka wada aaj ki shab
charagh dil ka jalana hai raushni ke liye

'munir' gham ka mudawa karo na bhul ke tum
wajud-e-gham bhi zaruri hai zindagi ke liye

(475) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hayat Maut Hai Goya Us Aadmi Ke Liye written by Muniruzzama Muneer at UrduPoint. Hayat Maut Hai Goya Us Aadmi Ke Liye is one of the masterpieces written by Muniruzzama Muneer. You can also find the complete poetry collection of Muniruzzama Muneer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muniruzzama Muneer' above.

Hayat Maut Hai Goya Us Aadmi Ke Liye is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hayat Maut Hai Goya Us Aadmi Ke Liye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.