Dair-o-haram Mein Jalwa-e-jaanana Ek Hai, Urdu Ghazal By Munshi Banwari Lal Shola

Dair-o-haram Mein Jalwa-e-jaanana Ek Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Munshi Banwari Lal Shola. Dair-o-haram Mein Jalwa-e-jaanana Ek Hai comes under the Sufi category of Urdu Ghazal. You can read Dair-o-haram Mein Jalwa-e-jaanana Ek Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دیر و حرم میں جلوۂ جانانہ ایک ہے

منشی بنواری لال شعلہ

دیر و حرم میں جلوۂ جانانہ ایک ہے

پردہ اٹھے تو کعبہ و بت خانہ ایک ہے

گھر ہو کہ طور جلوۂ جانانہ ایک ہے

کہنے کی بات سو ہیں پر افسانہ ایک ہے

ارمان دل میں خاک اڑاتے ہیں سیکڑوں

مجنوں ہزار پھرتے ہیں ویرانہ ایک ہے

میں آپ پر فدا ہوں فدا آپ غیر پر

میرا اور آپ کا تو کچھ افسانہ ایک ہے

کس ناز سے وہ کہتے ہیں وحشت کے ذکر پر

شعلہؔ بھی اپنے ڈھنگ کا دیوانہ ایک ہے

منشی بنواری لال شعلہ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dair-o-haram Mein Jalwa-e-jaanana Ek Hai

Munshi Banwari Lal Shola

dair-o-haram mein jalwa-e-jaanana ek hai
parda uThe to kaba-o-but-KHana ek hai

ghar ho ki tur jalwa-e-jaanana ek hai
kahne ki baat sau hain par afsana ek hai

arman dil mein KHak uDate hain saikDon
majnun hazar phirte hain virana ek hai

main aap par fida hun fida aap ghair par
mera aur aap ka to kuchh afsana ek hai

kis naz se wo kahte hain wahshat ke zikr par
'shoala' bhi apne Dhang ka diwana ek hai

(565) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dair-o-haram Mein Jalwa-e-jaanana Ek Hai written by Munshi Banwari Lal Shola at UrduPoint. Dair-o-haram Mein Jalwa-e-jaanana Ek Hai is one of the masterpieces written by Munshi Banwari Lal Shola. You can also find the complete poetry collection of Munshi Banwari Lal Shola by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Munshi Banwari Lal Shola' above.

Dair-o-haram Mein Jalwa-e-jaanana Ek Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dair-o-haram Mein Jalwa-e-jaanana Ek Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sufi Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.