Hai Ishq Mein Abru Ke Jo Kahida Tan Apna, Urdu Ghazal By Munshi Banwari Lal Shola

Hai Ishq Mein Abru Ke Jo Kahida Tan Apna is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Munshi Banwari Lal Shola. Hai Ishq Mein Abru Ke Jo Kahida Tan Apna comes under the Social category of Urdu Ghazal. You can read Hai Ishq Mein Abru Ke Jo Kahida Tan Apna on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہے عشق میں ابرو کے جو کاہیدہ تن اپنا

منشی بنواری لال شعلہ

ہے عشق میں ابرو کے جو کاہیدہ تن اپنا

سایہ تری تلوار کا ہوگا کفن اپنا

اس منہ کی کریں بات ذرا منہ کو تو بنوائیں

غنچوں سے کہو صاف تو کر لیں دہن اپنا

پر کھولے ہوئے کرتی ہیں پریاں مرا ماتم

اندر کا اکھاڑا ہے یہ بیت الحزن اپنا

کیا کہتے ہیں سن سن کے مرے شعر کو شعلہ

اعدا کے لئے تیغ ہے گویا سخن اپنا

منشی بنواری لال شعلہ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hai Ishq Mein Abru Ke Jo Kahida Tan Apna

Munshi Banwari Lal Shola

hai ishq mein abru ke jo kahida tan apna
saya teri talwar ka hoga kafan apna

us munh ki karen baat zara munh ko to banwaen
ghunchon se kaho saf to kar len dahan apna

par khole hue karti hain pariyan mera matam
indar ka ukhaDa hai ye bait-ul-hazan apna

kya kahte hain sun sun ke mere sher ko shoala
aada ke liye tegh hai goya suKHan apna

(452) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hai Ishq Mein Abru Ke Jo Kahida Tan Apna written by Munshi Banwari Lal Shola at UrduPoint. Hai Ishq Mein Abru Ke Jo Kahida Tan Apna is one of the masterpieces written by Munshi Banwari Lal Shola. You can also find the complete poetry collection of Munshi Banwari Lal Shola by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Munshi Banwari Lal Shola' above.

Hai Ishq Mein Abru Ke Jo Kahida Tan Apna is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hai Ishq Mein Abru Ke Jo Kahida Tan Apna, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.