Baad Muddat Jo Main Ai CharKH-e-kuhan Yaad Aaya, Urdu Ghazal By Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi

Baad Muddat Jo Main Ai CharKH-e-kuhan Yaad Aaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi. Baad Muddat Jo Main Ai CharKH-e-kuhan Yaad Aaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Baad Muddat Jo Main Ai CharKH-e-kuhan Yaad Aaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بعد مدت جو میں اے چرخ کہن یاد آیا

منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

بعد مدت جو میں اے چرخ کہن یاد آیا

کیا ستم کوئی نیا مشفق من یاد آیا

شعر کہتا تھا کہ مضمون دہن یاد آیا

اک معمہ یہ دم فکر سخن یاد آیا

اہل دنیا کو کسی دن نہ ہوئی فکر عدم

کیا مسافر ہیں کہ جن کو نہ وطن یاد آیا

دیکھ کر ابر بہاری مری نسبت بدلی

صحن گلشن میں دل توبہ شکن یاد آیا

رشتۂ جاں میں گرہ پڑ گئی الجھن کے سبب

دل کو جب گیسوئے پر پیچ و شکن یاد آیا

پا کے سر چشمۂ حیواں جو پھر آیا الٹا

کیا سکندرؔ کو ترا چاہ ذقن یاد آیا

مٹ گئی دل کے نہ ہونے سے وہ داغوں کی بہار

اے نظرؔ وقت خزاں ہم کو چمن یاد آیا

منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Baad Muddat Jo Main Ai CharKH-e-kuhan Yaad Aaya

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi

baad muddat jo main ai charKH-e-kuhan yaad aaya
kya sitam koi naya mushfiq-e-man yaad aaya

sher kahta tha ki mazmun-e-dahan yaad aaya
ek muamma ye dam-e-fikr-e-suKHan yaad aaya

ahl-e-duniya ko kisi din na hui fikr-e-adam
kya musafir hain ki jin ko na watan yaad aaya

dekh kar abr-e-bahaari meri nisbat badli
sehn-e-gulshan mein dil-e-tauba-shikan yaad aaya

rishta-e-jaan mein girah paD gai uljhan ke sabab
dil ko jab gesu-e-pur-pech-o-shikan yaad aaya

pa ke sar-chashma-e-haiwan jo phir aaya ulTa
kya 'sikandar' ko tera chah-e-zaqan yaad aaya

miT gai dil ke na hone se wo daghon ki bahaar
ai 'nazar' waqt-e-KHizan hum ko chaman yaad aaya

(660) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Poetry

شوق دل فکر دہن میں ہے جو رہبر کی طرح

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Shauq-e-dil Fikr-e-dahan Mein Hai Jo Rahbar Ki Tarah

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

فنا ہونے میں سوز شمع کی منت کشی کیسی (ردیف .. ن)

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Fana Hone Mein Soz-e-shama Ki Minnat-kashi Kaisi

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

انتظار حشر کر سکتے نہیں ناکام عشق

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Intizar-e-hashr Kar Sakte Nahin Nakaam-e-ishq

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

ضبط سے دل نزار رہتا ہے

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Zabt Se Dil Nazar Rahta Hai

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

گفتگو کی تم سے عادت ہو گئی ہے ورنہ میں (ردیف .. ی)

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Guftugu Ki Tum Se Aadat Ho Gai Hai Warna Mein

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

خوگر لذت ہوں میں کس شوخ کی تعزیر کا

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Khugar-e-lazzat Hun Main Kis Shokh Ki Tazir Ka

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

ہجر میں ناشاد دنیا سے دل مضطر گیا

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Hijr Mein Nashad Duniya Se Dil-e-muztar Gaya

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

کھینچ کر یوں لے چلی وحشت بیاباں کی طرف

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Khinch Kar Yun Le Chali Wahshat Bayaban Ki Taraf

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

You can read Baad Muddat Jo Main Ai CharKH-e-kuhan Yaad Aaya written by Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi at UrduPoint. Baad Muddat Jo Main Ai CharKH-e-kuhan Yaad Aaya is one of the masterpieces written by Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi' above.

Baad Muddat Jo Main Ai CharKH-e-kuhan Yaad Aaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Baad Muddat Jo Main Ai CharKH-e-kuhan Yaad Aaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.