Intizar-e-hashr Kar Sakte Nahin Nakaam-e-ishq, Urdu Ghazal By Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi

Intizar-e-hashr Kar Sakte Nahin Nakaam-e-ishq is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi. Intizar-e-hashr Kar Sakte Nahin Nakaam-e-ishq comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Intizar-e-hashr Kar Sakte Nahin Nakaam-e-ishq on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

انتظار حشر کر سکتے نہیں ناکام عشق

منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

انتظار حشر کر سکتے نہیں ناکام عشق

آج ہی ہو جائے ہونا ہو جو کل انجام عشق

ابتدا میں درد فرقت موت ہے انجام عشق

اہل دل کو نا موافق ہے ہوائے بام عشق

بے خودی میں ڈبڈبا آئے ہیں آنسو آنکھ میں

المدد اے ضبط چھلکا چاہتا ہے جام عشق

اس کی الفت نے کیا رسوائے عالم کس قدر

انگلیاں اٹھتی ہیں جاتے ہیں جدھر بدنام عشق

کیوں نصیحت میں تری ناصح ہیں یہ دل سوزیاں

کیا ترے دل پر گزرتے ہیں مرے آلام عشق

چشم گریاں قلب نالاں کی شماتت قہر ہے

دونوں مل کر اک مجھی کو دیتے ہیں الزام عشق

حسرتیں بھی آج دل کے ساتھ ہی دم توڑ دیں

آگے پیچھے ساتھ والوں کا نہ ہو انجام عشق

بام پر آ کر ذرا بکھرائیے زلف دراز

پھیل جائے سارے عالم میں سواد شام عشق

اور کیا اعجاز ہوتا حسن لیلیٰ کے لیے

مر گیا مجنوں مگر زندہ ہے اب تک نام عشق

چار ہی دن میں نظرؔ تم اس قدر گھبرا گئے

آسماں سے کوئی پوچھے گردش ایام عشق

منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Intizar-e-hashr Kar Sakte Nahin Nakaam-e-ishq

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi

intizar-e-hashr kar sakte nahin nakaam-e-ishq
aaj hi ho jae hona ho jo kal anjam-e-ishq

ibtida mein dard-e-furqat maut hai anjam-e-ishq
ahl-e-dil ko na-muwafiq hai hawa-e-baam-e-ishq

be-KHudi mein DabDaba aae hain aansu aankh mein
al-madad ai zabt chhalka chahta hai jam-e-ishq

us ki ulfat ne kiya ruswa-e-alam kis qadar
ungliyan uThti hain jate hain jidhar badnam-e-ishq

kyon nasihat mein teri naseh hain ye dil-soziyan
kya tere dil par guzarte hain mere aalam-e-ishq

chashm-e-giryan qalb-e-nalan ki shamatat qahr hai
donon mil kar ek mujhi ko dete hain ilzam-e-ishq

hasraten bhi aaj dil ke sath hi dam toD den
aage pichhe sath walon ka na ho anjam-e-ishq

baam par aa kar zara bikhraiye zulf-e-daraaz
phail jae sare aalam mein sawad-e-sham-e-ishq

aur kya eajaz hota husn-e-laila ke liye
mar gaya majnun magar zinda hai ab tak nam-e-ishq

chaar hi din mein 'nazar' tum is qadar ghabra gae
aasman se koi puchhe gardish-e-ayyam-e-ishq

(499) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Poetry

مجسم داغ حسرت ہوں سراپا نقش عبرت کا

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Mujassam Dagh-e-hasrat Hun Sarapa Naqsh-e-ibrat Ka

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

اس نے مے پی کے سر بزم جو ساغر الٹا

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Usne Mai Pi Ke Sar-e-bazm Jo Saghar Ulta

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

وہ نگاہ شرمگیں ہو یا کسی کا انکسار (ردیف .. ا)

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Wo Nigah-e-sharmagin Ho Ya Kisi Ka Inkisar

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

یا دل ہے مرا یا ترا نقش کف پا ہے

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Ya Dil Hai Mera Ya Tera Naqsh-e-kaf-e-pa Hai

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

بننے لگے ہیں داغ ستارے خوشا نصیب (ردیف .. ا)

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Banne Lage Hain Dagh Sitare Khusha Nasib

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

ہاتھ رکھتے ہی تھا حال قلب مضطر آئینہ

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Hath Rakhte Hi Tha Haal-e-qalb-e-muztar Aaina

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

ان کی رخصت اک قیامت تھی دم اظہار صبح

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Unki Rukhsat Ek Qayamat Thi Dam-e-izhaar-e-subh

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

خوگر لذت ہوں میں کس شوخ کی تعزیر کا

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Khugar-e-lazzat Hun Main Kis Shokh Ki Tazir Ka

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

You can read Intizar-e-hashr Kar Sakte Nahin Nakaam-e-ishq written by Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi at UrduPoint. Intizar-e-hashr Kar Sakte Nahin Nakaam-e-ishq is one of the masterpieces written by Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi' above.

Intizar-e-hashr Kar Sakte Nahin Nakaam-e-ishq is a widely read Urdu Ghazal. If you like Intizar-e-hashr Kar Sakte Nahin Nakaam-e-ishq, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.