Kasrat Se Dagh Hain Jo Gham-e-ishq-e-Khaal Mein, Urdu Ghazal By Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi

Kasrat Se Dagh Hain Jo Gham-e-ishq-e-Khaal Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi. Kasrat Se Dagh Hain Jo Gham-e-ishq-e-Khaal Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kasrat Se Dagh Hain Jo Gham-e-ishq-e-Khaal Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کثرت سے داغ ہیں جو غم عشق خال میں

منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

کثرت سے داغ ہیں جو غم عشق خال میں

تل بھر جگہ نہیں ہے دل پر ملال میں

افشائے راز عشق جو اشکوں نے کر دیا

ڈوبا ہوا ہے دل عرق انفعال میں

رہتی نہیں ہے زلف پریشاں بناؤ سے

بکھری ہے اس لیے کہ پھنسے کوئی جال میں

اے جان دل کے گور غریباں میں آئیے

سب آرزوئیں دفن ہیں گرد ملال میں

دل کو جو یاد جلوۂ عارض ہے دم بہ دم

روشن ہے شمع حسن مکان خیال میں

کیا دل دکھاؤ گے جو مزہ درد کا نہیں

دم بھر تو بیٹھو آ کے دل پر ملال میں

ہم کو ہجوم غم بھی غنیمت ہوا نظرؔ

سب عیب دل کے چھپ گئے گرد ملال میں

منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kasrat Se Dagh Hain Jo Gham-e-ishq-e-Khaal Mein

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi

kasrat se dagh hain jo gham-e-ishq-e-KHal mein
til bhar jagah nahin hai dil-e-pur-malal mein

ifsha-e-raaz-e-ishq jo ashkon ne kar diya
Duba hua hai dil araq-e-infial mein

rahti nahin hai zulf-e-pareshan banaw se
bikhri hai is liye ki phanse koi jal mein

ai jaan dil ke gor-e-ghariban mein aaiye
sab aarzuen dafn hain gard-e-malal mein

dil ko jo yaad-e-jalwa-e-ariz hai dam-ba-dam
raushan hai sham-e-husn makan-e-KHayal mein

kya dil dukhaoge jo maza dard ka nahin
dam bhar to baiTho aa ke dil-e-pur-malal mein

hum ko hujum-e-gham bhi ghanimat hua 'nazar'
sab aib dil ke chhup gae gard-e-malal mein

(480) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Poetry

تم ایسے بے خبر بھی شاذ ہوں گے اس زمانے میں (ردیف .. ا)

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Tum Aise Be-khabar Bhi Shaz Honge Is Zamane Mein

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

ضبط سے دل نزار رہتا ہے

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Zabt Se Dil Nazar Rahta Hai

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

گفتگو کی تم سے عادت ہو گئی ہے ورنہ میں (ردیف .. ی)

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Guftugu Ki Tum Se Aadat Ho Gai Hai Warna Mein

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

جو مدتوں میں کسی شوخ کا شباب آیا

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Jo Muddaton Mein Kisi Shokh Ka Shabab Aaya

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

سارے عالم سے مرے غم کا ہے افسانہ جدا

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Sare Aalam Se Mere Gham Ka Hai Afsana Juda

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

معنی طراز عشق ہر اک بادہ خوار تھا

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Mani-taraaz-e-ishq Har Ek Baada-khwar Tha

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

خوگر لذت ہوں میں کس شوخ کی تعزیر کا

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Khugar-e-lazzat Hun Main Kis Shokh Ki Tazir Ka

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

فنا ہونے میں سوز شمع کی منت کشی کیسی (ردیف .. ن)

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Fana Hone Mein Soz-e-shama Ki Minnat-kashi Kaisi

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

You can read Kasrat Se Dagh Hain Jo Gham-e-ishq-e-Khaal Mein written by Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi at UrduPoint. Kasrat Se Dagh Hain Jo Gham-e-ishq-e-Khaal Mein is one of the masterpieces written by Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi' above.

Kasrat Se Dagh Hain Jo Gham-e-ishq-e-Khaal Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kasrat Se Dagh Hain Jo Gham-e-ishq-e-Khaal Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.