Subh Ko Hashr Bhi Hai KaT Gai Gar Aaj Ki Raat, Urdu Ghazal By Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi

Subh Ko Hashr Bhi Hai KaT Gai Gar Aaj Ki Raat is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi. Subh Ko Hashr Bhi Hai KaT Gai Gar Aaj Ki Raat comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Subh Ko Hashr Bhi Hai KaT Gai Gar Aaj Ki Raat on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

صبح کو حشر بھی ہے کٹ گئی گر آج کی رات

منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

صبح کو حشر بھی ہے کٹ گئی گر آج کی رات

دے رہا ہے مرا دل کل کی خبر آج کی رات

میرے نالوں میں غضب کا ہے اثر آج کی رات

لوگ تھامے ہوئے بیٹھے ہیں جگر آج کی رات

ضبط مانع ہے کہ وہ شوخ شکایت نہ کرے

بے صدا آہ بھی ہے مثل اثر آج کی رات

ٹوٹے پڑتے ہیں فلک سے بھی ستارے پیہم

چننے بیٹھا ہے جو افشاں وہ قمر آج کی رات

ضبط نالہ نے یہ اندھیر کیا سینے میں

بن گیا گھٹ کے دھواں سوز جگر آج کی رات

منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Subh Ko Hashr Bhi Hai KaT Gai Gar Aaj Ki Raat

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi

subh ko hashr bhi hai kaT gai gar aaj ki raat
de raha hai mera dil kal ki KHabar aaj ki raat

mere nalon mein ghazab ka hai asar aaj ki raat
log thame hue baiThe hain jigar aaj ki raat

zabt mane hai ki wo shoKH shikayat na kare
be-sada aah bhi hai misl-e-asar aaj ki raat

TuTe paDte hain falak se bhi sitare paiham
chunne baiTha hai jo afshan wo qamar aaj ki raat

zabt-e-nala ne ye andher kiya sine mein
ban gaya ghuT ke dhuan soz-e-jigar aaj ki raat

(498) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Poetry

صبح کو حشر بھی ہے کٹ گئی گر آج کی رات

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Subh Ko Hashr Bhi Hai Kat Gai Gar Aaj Ki Raat

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

ضبط سے دل نزار رہتا ہے

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Zabt Se Dil Nazar Rahta Hai

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

دیکھنا ہے کس میں اچھی شکل آتی ہے نظر (ردیف .. ہ)

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Dekhna Hai Kis Mein Achchhi Shakl Aati Hai Nazar

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

وہ نگاہ شرمگیں ہو یا کسی کا انکسار (ردیف .. ا)

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Wo Nigah-e-sharmagin Ho Ya Kisi Ka Inkisar

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

ہاتھ رکھتے ہی تھا حال قلب مضطر آئینہ

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Hath Rakhte Hi Tha Haal-e-qalb-e-muztar Aaina

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

سارے عالم سے مرے غم کا ہے افسانہ جدا

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Sare Aalam Se Mere Gham Ka Hai Afsana Juda

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

رہا کرتے ہیں مے خانوں میں ہم پیر مغاں ہو کر

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Raha Karte Hain Mai-khanon Mein Hum Pir-e-mughan Ho Kar

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

سنتا ہوں کہ خرمن سے ہے بجلی کو بہت لاگ (ردیف .. ی)

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Sunta Hun Ki Khirman Se Hai Bijli Ko Bahut Lag

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

You can read Subh Ko Hashr Bhi Hai KaT Gai Gar Aaj Ki Raat written by Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi at UrduPoint. Subh Ko Hashr Bhi Hai KaT Gai Gar Aaj Ki Raat is one of the masterpieces written by Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi' above.

Subh Ko Hashr Bhi Hai KaT Gai Gar Aaj Ki Raat is a widely read Urdu Ghazal. If you like Subh Ko Hashr Bhi Hai KaT Gai Gar Aaj Ki Raat, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.