Tere Wade Ka Har Ek Ko Agar Etibar Hota, Urdu Ghazal By Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi

Tere Wade Ka Har Ek Ko Agar Etibar Hota is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi. Tere Wade Ka Har Ek Ko Agar Etibar Hota comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tere Wade Ka Har Ek Ko Agar Etibar Hota on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ترے وعدے کا ہر اک کو اگر اعتبار ہوتا

منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

ترے وعدے کا ہر اک کو اگر اعتبار ہوتا

تو جہاں میں کچھ نہ ہوتا فقط انتظار ہوتا

ابھی کم ہے سوز الفت کہ نفس شرر فشاں ہے

اگر آگ تیز ہوتی تو یہ شعلہ بار ہوتا

دل و تیر خوں چکا کی وہ شبیہ کھینچ دیتا

جو لہو کا کوئی قطرہ سر نوک خار ہوتا

مجھے درد بھی تھا راحت مجھے غم بھی تھا مسرت

جو وہ مجھ کو رنج دے کر کبھی غم گسار ہوتا

جو بھرا ہے غم سے سینہ تو سکوت ہی ہے بہتر

کہ لبوں پر آہ آتی تو اک اشتہار ہوتا

کبھی یوں مٹا نہ سکتا اسے آسمان ظالم

ترے در پہ او ستم گر جو مرا مزار ہوتا

یہ حجاب جسم خاکی کہ ہے دید کا منافی

کبھی درمیاں سے اٹھتا تو وصال یار ہوتا

نہ ہوا اثر کسی پر مرے نالۂ حزیں کا

ترا تیر تھا نہ ظالم کہ جگر کے پار ہوتا

ابھی اور طول دیتے غم عشق کو نظرؔ ہم

اگر اپنی زندگی کا ہمیں اعتبار ہوتا

منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tere Wade Ka Har Ek Ko Agar Etibar Hota

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi

tere wade ka har ek ko agar e'tibar hota
to jahan mein kuchh na hota faqat intizar hota

abhi kam hai soz-e-ulfat ki nafas sharar-fishan hai
agar aag tez hoti to ye shoala-bar hota

dil-o-tir-e-KHun-chaka ki wo shabih khinch deta
jo lahu ka koi qatra sar-e-nok-e-KHar hota

mujhe dard bhi tha rahat mujhe gham bhi tha masarrat
jo wo mujh ko ranj de kar kabhi gham-gusar hota

jo bhara hai gham se sina to sukut hi hai behtar
ki labon par aah aati to ek ishtihaar hota

kabhi yun miTa na sakta use aasman-e-zalim
tere dar pe o sitamgar jo mera mazar hota

ye hijab-e-jism-e-KHaki ki hai did ka munafi
kabhi darmiyan se uThta to visal-e-yar hota

na hua asar kisi par mere nala-e-hazin ka
tera tir tha na zalim ki jigar ke par hota

abhi aur tul dete gham-e-ishq ko 'nazar' hum
agar apni zindagi ka hamein e'tibar hota

(530) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Poetry

فکر مآل تھی نہ غم روزگار تھا

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Fikr-e-maal Thi Na Gham-e-rozgar Tha

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

یا دل ہے مرا یا ترا نقش کف پا ہے

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Ya Dil Hai Mera Ya Tera Naqsh-e-kaf-e-pa Hai

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

وہ شمع نہیں ہیں کہ ہوں اک رات کے مہماں (ردیف .. ی)

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Wo Shama Nahin Hain Ki Hon Ek Raat Ke Mehman

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

کوئی ارماں تلاش دوست کا کیوں دل میں رہ جاتا

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Koi Arman Talash-e-dost Ka Kyun Dil Mein Rah Jata

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

معنی طراز عشق ہر اک بادہ خوار تھا

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Mani-taraaz-e-ishq Har Ek Baada-khwar Tha

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

ترے وعدے کا ہر اک کو اگر اعتبار ہوتا

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Tere Wade Ka Har Ek Ko Agar Etibar Hota

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

رہا کرتے ہیں مے خانوں میں ہم پیر مغاں ہو کر

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Raha Karte Hain Mai-khanon Mein Hum Pir-e-mughan Ho Kar

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

بعد مدت جو میں اے چرخ کہن یاد آیا

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Baad Muddat Jo Main Ai Charkh-e-kuhan Yaad Aaya

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

You can read Tere Wade Ka Har Ek Ko Agar Etibar Hota written by Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi at UrduPoint. Tere Wade Ka Har Ek Ko Agar Etibar Hota is one of the masterpieces written by Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi' above.

Tere Wade Ka Har Ek Ko Agar Etibar Hota is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tere Wade Ka Har Ek Ko Agar Etibar Hota, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.