Unki RuKHsat Ek Qayamat Thi Dam-e-izhaar-e-subh, Urdu Ghazal By Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi

Unki RuKHsat Ek Qayamat Thi Dam-e-izhaar-e-subh is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi. Unki RuKHsat Ek Qayamat Thi Dam-e-izhaar-e-subh comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Unki RuKHsat Ek Qayamat Thi Dam-e-izhaar-e-subh on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ان کی رخصت اک قیامت تھی دم اظہار صبح

منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

ان کی رخصت اک قیامت تھی دم اظہار صبح

شام تک بچتا نظر آتا نہیں بیمار صبح

مجھ کو بھی اے شمع رو لے وصل کی شب ہے اخیر

اور دو آنسو بہا اے کشتۂ آزار صبح

کھو دیا طول شب فرقت نے لطف انتظار

دیدۂ بے خواب کو ہے حسرت دیدار صبح

وصل کی شب بجھ گیا تھا جو ہمارا داغ دل

مہر بن کر اب وہی ہے طرۂ دستار صبح

صبح سے پہلے الٹ دی اس نے چہرے سے نقاب

اب کوئی کافر بھی کر سکتا نہیں انکار صبح

رات بھر میری زباں پر سر گذشت شام غم

ان کے لب ہیں آشنائے لذت گفتار صبح

وصل کی بے لطفیاں بھی لطف سے خالی نہیں

رات بھر دل کو مزہ دیتی رہی تکرار صبح

عید ملنے آئیں وہ گر عید کا نکلا ہے چاند

شام آئے ساتھ لے کر دولت بیدار صبح

وصل میں ہے اپنی قسمت کی خلش بھی یادگار

دامن شب سے الجھ جاتے ہیں اکثر خار صبح

دے صبوحی جلد ساقی اب نہیں ماہ صیام

بے سبب کیوں راہ دیکھیں شام کی مے خوار صبح

دیکھنا کیا جلد گزری ہے شب وعدہ نظرؔ

وہ ادھر آئے ادھر ظاہر ہوئے آثار صبح

منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Unki RuKHsat Ek Qayamat Thi Dam-e-izhaar-e-subh

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi

un ki ruKHsat ek qayamat thi dam-e-izhaar-e-subh
sham tak bachta nazar aata nahin bimar-e-subh

mujh ko bhi ai shama ro le wasl ki shab hai aKHir
aur do aansu baha ai kushta-e-azar-e-subh

kho diya tul-e-shab-e-furqat ne lutf-e-intizar
dida-e-be-KHwab ko hai hasrat-e-didar-e-subh

wasl ki shab bujh gaya tha jo hamara dagh-e-dil
mehr ban kar ab wahi hai turra-e-dastar-e-subh

subh se pahle ulaT di us ne chehre se naqab
ab koi kafir bhi kar sakta nahin inkar-e-subh

raat bhar meri zaban par sar-guzasht-e-sham-e-gham
un ke lab hain aashna-e-lazzat-e-guftar-e-subh

wasl ki be-lutfiyan bhi lutf se KHali nahin
raat bhar dil ko maza deti rahi takrar-e-subh

id milne aaen wo gar id ka nikla hai chand
sham aae sath le kar daulat-e-bedar-e-subh

wasl mein hai apni qismat ki KHalish bhi yaadgar
daman-e-shab se ulajh jate hain aksar KHar-e-subh

de subuhi jald saqi ab nahin mah-e-siyam
be-sabab kyun rah dekhen sham ki mai-KHwar-e-subh

dekhna kya jald guzri hai shab-e-wada 'nazar'
wo idhar aae udhar zahir hue aasar-e-subh

(659) ووٹ وصول ہوئے

More Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Poetry

کوئی مجھ سا مستحق رحم و غم خواری نہیں

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Koi Mujh Sa Mustahiqq-e-rahm-o-gham-khwari Nahin

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

ہجر میں ناشاد دنیا سے دل مضطر گیا

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Hijr Mein Nashad Duniya Se Dil-e-muztar Gaya

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

دیکھنا ہے کس میں اچھی شکل آتی ہے نظر (ردیف .. ہ)

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Dekhna Hai Kis Mein Achchhi Shakl Aati Hai Nazar

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

وہ شمع نہیں ہیں کہ ہوں اک رات کے مہماں (ردیف .. ی)

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Wo Shama Nahin Hain Ki Hon Ek Raat Ke Mehman

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

سنتا ہوں کہ خرمن سے ہے بجلی کو بہت لاگ (ردیف .. ی)

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Sunta Hun Ki Khirman Se Hai Bijli Ko Bahut Lag

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

تم ایسے بے خبر بھی شاذ ہوں گے اس زمانے میں (ردیف .. ا)

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Tum Aise Be-khabar Bhi Shaz Honge Is Zamane Mein

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

ترے وعدے کا ہر اک کو اگر اعتبار ہوتا

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Tere Wade Ka Har Ek Ko Agar Etibar Hota

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

کثرت سے داغ ہیں جو غم عشق خال میں

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Kasrat Se Dagh Hain Jo Gham-e-ishq-e-khaal Mein

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

You can read Unki RuKHsat Ek Qayamat Thi Dam-e-izhaar-e-subh written by Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi at UrduPoint. Unki RuKHsat Ek Qayamat Thi Dam-e-izhaar-e-subh is one of the masterpieces written by Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi' above.

Unki RuKHsat Ek Qayamat Thi Dam-e-izhaar-e-subh is a widely read Urdu Ghazal. If you like Unki RuKHsat Ek Qayamat Thi Dam-e-izhaar-e-subh, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.