Bahs Karne Ki Nahin Hai Mujhe Aadat Waiz, Urdu Ghazal By Munshi Thakur Parsad Talib

Bahs Karne Ki Nahin Hai Mujhe Aadat Waiz is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Munshi Thakur Parsad Talib. Bahs Karne Ki Nahin Hai Mujhe Aadat Waiz comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bahs Karne Ki Nahin Hai Mujhe Aadat Waiz on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بحث کرنے کی نہیں ہے مجھے عادت واعظ

منشی ٹھاکر پرساد طالب

بحث کرنے کی نہیں ہے مجھے عادت واعظ

مے و معشوق ہیں میرے لئے جنت واعظ

دختر رز ہی مری راحت جاں روح حیات

اس سے ممکن نہیں ہو ترک محبت واعظ

بزم رنداں میں ترا وعظ ہے اک فعل عبث

کس کو فرصت جو کرے تیری سماعت واعظ

آپ جس عشق بتاں کو ہیں گنہ بتلاتے

وہی زینہ ہے پئے بام حقیقت واعظ

اس کو رغبت تجھے نفرت ہے مے ایسی شے ہے

بخت طالبؔ وہ ہے یہ ہے تیری قسمت واعظ

منشی ٹھاکر پرساد طالب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bahs Karne Ki Nahin Hai Mujhe Aadat Waiz

Munshi Thakur Parsad Talib

bahs karne ki nahin hai mujhe aadat waiz
mai-o-mashuq hain mere liye jannat waiz

duKHtar-e-raz hi meri rahat-e-jaan ruh-e-hayat
is se mumkin nahin ho tark-e-mohabbat waiz

bazm-e-rindan mein tera waz hai ek feal-e-abas
kis ko fursat jo kare teri samaat waiz

aap jis ishq-e-butan ko hain gunah batlate
wahi zina hai pa-e-baam-e-haqiqat waiz

us ko raghbat tujhe nafrat hai mai aisi shai hai
baKHt-e-'talib' wo hai ye hai teri qismat waiz

(603) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bahs Karne Ki Nahin Hai Mujhe Aadat Waiz written by Munshi Thakur Parsad Talib at UrduPoint. Bahs Karne Ki Nahin Hai Mujhe Aadat Waiz is one of the masterpieces written by Munshi Thakur Parsad Talib. You can also find the complete poetry collection of Munshi Thakur Parsad Talib by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Munshi Thakur Parsad Talib' above.

Bahs Karne Ki Nahin Hai Mujhe Aadat Waiz is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bahs Karne Ki Nahin Hai Mujhe Aadat Waiz, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.