Hamein Insan Hone Par Nadamat Hai, Urdu Nazam By Muntazir Qaimi

Hamein Insan Hone Par Nadamat Hai is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Muntazir Qaimi. Hamein Insan Hone Par Nadamat Hai comes under the Sad, Social category of Urdu Nazam. You can read Hamein Insan Hone Par Nadamat Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہمیں انسان ہونے پر ندامت ہے

منتظر قائمی

اے میرے رب کریم

تو اشرف مخلوق کی دستار

میرے مغرور سر سے نوچ دے

اور ڈال دے ہم کو درندوں کی جماعت میں

درندوں سے کبھی دنیا

محبت اور شفقت کی توقع ہی نہیں رکھتی

درندے اپنے قول و فعل پہ نادم نہیں ہوتے

میں اپنے ہم نسب افراد کے قول و عمل سے

ایک مدت سے

پشیمانی میں رہتا ہوں

مجھے اب اشرف مخلوق کی طوق گراں

اور رحم دل انسان کی برقی قبا

با وفا ہمدرد مخلص عجز اور معصومیت کے

ڈھونگ سے حد درجہ گھن آنے لگی ہے

ہمیں انسان ہونے پر ندامت ہے

منتظر قائمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hamein Insan Hone Par Nadamat Hai

Muntazir Qaimi

ai mere rabb-e-karim
tu ashraf-e-maKHluq ki dastar
mere maghrur sar se noch de
aur Dal de hum ko darindon ki jamaat mein
darindon se kabhi duniya
mohabbat aur shafqat ki tawaqqo hi nahin rakhti
darinde apne qaul-o-feal pe nadim nahin hote
main apne ham-nasab afrad ke qaul-o-amal se
ek muddat se
pashemani mein rahta hun
mujhe ab ashraf-e-maKHluq ki tauq-e-garan
aur rahm-dil insan ki barqi qaba
ba-wafa hamdard muKHlis ijz aur masumiyat ke
Dhong se had-darja ghin aane lagi hai
hamein insan hone par nadamat hai

(634) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hamein Insan Hone Par Nadamat Hai written by Muntazir Qaimi at UrduPoint. Hamein Insan Hone Par Nadamat Hai is one of the masterpieces written by Muntazir Qaimi. You can also find the complete poetry collection of Muntazir Qaimi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muntazir Qaimi' above.

Hamein Insan Hone Par Nadamat Hai is a widely read Urdu Nazam. If you like Hamein Insan Hone Par Nadamat Hai, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.