Hawa Rah Mein Diye Taqon Mein Maddham Ho Gae Hain, Urdu Ghazal By Musavvir Sabzwari

Hawa Rah Mein Diye Taqon Mein Maddham Ho Gae Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Musavvir Sabzwari. Hawa Rah Mein Diye Taqon Mein Maddham Ho Gae Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hawa Rah Mein Diye Taqon Mein Maddham Ho Gae Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہوا رہ میں دئے طاقوں میں مدھم ہو گئے ہیں

مصور سبزواری

ہوا رہ میں دئے طاقوں میں مدھم ہو گئے ہیں

محاذ اب دوریوں کے کتنے محکم ہو گئے ہیں

ہجوم نا شناساں میں ہے اتنا ہی غنیمت

یہ رشتے اجنبیت کے جو قائم ہو گئے ہیں

چٹانوں سے جہاں تھی گفتگوئے سخت لازم

وہیں شیریں سخن لہجے ملائم ہو گئے ہیں

مرے بچے ترا بچپن تو میں نے بیچ ڈالا

بزرگی اوڑھ کر کاندھے ترے خم ہو گئے ہیں

عذابوں سے ٹپکتی یہ چھتیں برسوں چلیں گی

ابھی سے کیوں مکیں مصروف ماتم ہو گئے ہیں

مصور سبزواری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hawa Rah Mein Diye Taqon Mein Maddham Ho Gae Hain

Musavvir Sabzwari

hawa rah mein diye taqon mein maddham ho gae hain
mahaz ab duriyon ke kitne mohkam ho gae hain

hujum-e-na-shanasan mein hai itna hi ghanimat
ye rishte ajnabiyyat ke jo qaem ho gae hain

chaTTanon se jahan thi guftugu-e-saKHt lazim
wahin shirin-suKHan lahje mulaem ho gae hain

mere bachche tera bachpan to main ne bech Dala
buzurgi oDh kar kandhe tere KHam ho gae hain

azabon se Tapakti ye chhaten barson chalengi
abhi se kyun makin masruf-e-matam ho gae hain

(408) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hawa Rah Mein Diye Taqon Mein Maddham Ho Gae Hain written by Musavvir Sabzwari at UrduPoint. Hawa Rah Mein Diye Taqon Mein Maddham Ho Gae Hain is one of the masterpieces written by Musavvir Sabzwari. You can also find the complete poetry collection of Musavvir Sabzwari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Musavvir Sabzwari' above.

Hawa Rah Mein Diye Taqon Mein Maddham Ho Gae Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hawa Rah Mein Diye Taqon Mein Maddham Ho Gae Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.