Tah-ba-tah Dariya Ke Sab Asrar Tak Wo Le Gaya, Urdu Ghazal By Musavvir Sabzwari

Tah-ba-tah Dariya Ke Sab Asrar Tak Wo Le Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Musavvir Sabzwari. Tah-ba-tah Dariya Ke Sab Asrar Tak Wo Le Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tah-ba-tah Dariya Ke Sab Asrar Tak Wo Le Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تہہ بہ تہہ دریا کے سب اسرار تک وہ لے گیا

مصور سبزواری

تہہ بہ تہہ دریا کے سب اسرار تک وہ لے گیا

لہر اک اس پار سے اس پار تک وہ لے گیا

کیسا سایہ تھا کہ گل کی اس نے ساری روشنی

ساتھ اپنے دھند کی دیوار تک وہ لے گیا

ایک تھا بیمار قیدی اک گواہ چشم دید

ایک ہی زنجیر کو دربار تک وہ لے گیا

تھا چراغ التجا لیکن بجھا اس شان سے

ہر مخاطب سے لب اظہار تک وہ لے گیا

ہر صدف میں نور کی تھی بوند شرمائی ہوئی

خلوتوں سے کھینچ کر بازار تک وہ لے گیا

مصور سبزواری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tah-ba-tah Dariya Ke Sab Asrar Tak Wo Le Gaya

Musavvir Sabzwari

tah-ba-tah dariya ke sab asrar tak wo le gaya
lahr ek is par se us par tak wo le gaya

kaisa saya tha ki gul ki us ne sari raushni
sath apne dhund ki diwar tak wo le gaya

ek tha bimar qaidi ek gawah-e-chashm-did
ek hi zanjir ko darbar tak wo le gaya

tha charagh-e-iltija lekin bujha is shan se
har muKHatib se lab-e-izhaar tak wo le gaya

har sadaf mein nur ki thi bund sharmai hui
KHalwaton se khinch kar bazar tak wo le gaya

(450) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tah-ba-tah Dariya Ke Sab Asrar Tak Wo Le Gaya written by Musavvir Sabzwari at UrduPoint. Tah-ba-tah Dariya Ke Sab Asrar Tak Wo Le Gaya is one of the masterpieces written by Musavvir Sabzwari. You can also find the complete poetry collection of Musavvir Sabzwari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Musavvir Sabzwari' above.

Tah-ba-tah Dariya Ke Sab Asrar Tak Wo Le Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tah-ba-tah Dariya Ke Sab Asrar Tak Wo Le Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.