Yaad Phir Aai Teri Mausam Salona Ho Gaya, Urdu Ghazal By Mushaf Iqbal Tausifi

Yaad Phir Aai Teri Mausam Salona Ho Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mushaf Iqbal Tausifi. Yaad Phir Aai Teri Mausam Salona Ho Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Yaad Phir Aai Teri Mausam Salona Ho Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یاد پھر آئی تری موسم سلونا ہو گیا

مصحف اقبال توصیفی

یاد پھر آئی تری موسم سلونا ہو گیا

شغل سا آنکھوں کا بس دامن بھگونا ہو گیا

اب کسی سے کیا کہیں ہم کس لئے برباد ہیں

اب کسی کی کیوں سنیں جو کچھ تھا ہونا ہو گیا

گیت بابل کے سنانے تیری سکھیاں آ گئیں

میں ترے بچپن کا اک ٹوٹا کھلونا ہو گیا

میری پلکوں پر مرے خوابوں کی کرچیں رہ گئیں

نیند گھائل ہو گئی آنکھوں میں سونا ہو گیا

پھر کسی کی یاد کیوں آتی ہے یا رب خیر ہو

میں تو آنسو پونچھ کر خوش تھا کہ رونا ہو گیا

مصحف اقبال توصیفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Yaad Phir Aai Teri Mausam Salona Ho Gaya

Mushaf Iqbal Tausifi

yaad phir aai teri mausam salona ho gaya
shaghl sa aankhon ka bas daman bhigona ho gaya

ab kisi se kya kahen hum kis liye barbaad hain
ab kisi ki kyun sunen jo kuchh tha hona ho gaya

git babul ke sunane teri sakhiyan aa gain
main tere bachpan ka ek TuTa khilauna ho gaya

meri palkon par mere KHwabon ki kirchen rah gain
nind ghayal ho gai aankhon mein sona ho gaya

phir kisi ki yaad kyun aati hai yarab KHair ho
main to aansu ponchh kar KHush tha ki rona ho gaya

(483) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Yaad Phir Aai Teri Mausam Salona Ho Gaya written by Mushaf Iqbal Tausifi at UrduPoint. Yaad Phir Aai Teri Mausam Salona Ho Gaya is one of the masterpieces written by Mushaf Iqbal Tausifi. You can also find the complete poetry collection of Mushaf Iqbal Tausifi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mushaf Iqbal Tausifi' above.

Yaad Phir Aai Teri Mausam Salona Ho Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Yaad Phir Aai Teri Mausam Salona Ho Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.