Kaun Kahta Hai Ki Teri Justuju Karte Rahe, Urdu Ghazal By Mushtaq Darbhangwi

Kaun Kahta Hai Ki Teri Justuju Karte Rahe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mushtaq Darbhangwi. Kaun Kahta Hai Ki Teri Justuju Karte Rahe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kaun Kahta Hai Ki Teri Justuju Karte Rahe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کون کہتا ہے کہ تیری جستجو کرتے رہے

مشتاق دربھنگوی

کون کہتا ہے کہ تیری جستجو کرتے رہے

سادہ دل عشاق شرح آرزو کرتے رہے

غم کی بستی میں کروڑوں چاک دامان الم

زیست کے ہر دور میں فکر رفو کرتے رہے

جس نے بخشا ہی نہیں کچھ سوزش غم کے سوا

زندگی بھر ہم اسی کی آرزو کرتے رہے

یہ تھی نا سمجھی ہماری چھوڑ کر اپنا دیار

تیرے کوچے میں تلاش رنگ و بو کرتے رہے

اے دل خانہ خراب اس پیکر گل کی تلاش

در بہ در صحرا بہ صحرا کو بہ کو کرتے رہے

مشتاق دربھنگوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kaun Kahta Hai Ki Teri Justuju Karte Rahe

Mushtaq Darbhangwi

kaun kahta hai ki teri justuju karte rahe
sada-dil ushshaq sharh-e-arzu karte rahe

gham ki basti mein karoDon chaak-daman-e-alam
zist ke har daur mein fikr-e-rafu karte rahe

jis ne baKHsha hi nahin kuchh sozish-e-gham ke siwa
zindagi bhar hum usi ki aarzu karte rahe

ye thi na-samjhi hamari chhoD kar apna dayar
tere kuche mein talash-e-rang-o-bu karte rahe

ai dil-e-KHana-KHarab us paikar-e-gul ki talash
dar-ba-dar sahra-ba-sahra ku-ba-ku karte rahe

(580) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kaun Kahta Hai Ki Teri Justuju Karte Rahe written by Mushtaq Darbhangwi at UrduPoint. Kaun Kahta Hai Ki Teri Justuju Karte Rahe is one of the masterpieces written by Mushtaq Darbhangwi. You can also find the complete poetry collection of Mushtaq Darbhangwi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mushtaq Darbhangwi' above.

Kaun Kahta Hai Ki Teri Justuju Karte Rahe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kaun Kahta Hai Ki Teri Justuju Karte Rahe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.