Dil Liya Aur Bewafai Ki, Urdu Ghazal By Mustafa Husain Nayyar

Dil Liya Aur Bewafai Ki is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mustafa Husain Nayyar. Dil Liya Aur Bewafai Ki comes under the Love, Sad, Bewafa category of Urdu Ghazal. You can read Dil Liya Aur Bewafai Ki on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل لیا اور بے وفائی کی

مصطفی حسین نیر

دل لیا اور بے وفائی کی

داد دیتا ہوں دل ربائی کی

زندگانی تھی دور منزل سے

موت نے آ کے رہنمائی کی

قافلے جس نے کر دئے ہیں تباہ

اس سے امید رہنمائی کی

وصل میں لطف ہے بقدر فراق

کاش بڑھ جائے شب جدائی کی

منزل عشق میں مثال خضر

دل نے خود میری رہنمائی کی

تجھ سے واقف ہے اک جہاں نیرؔ

کیا ضرورت ہے خود نمائی کی

مصطفی حسین نیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil Liya Aur Bewafai Ki

Mustafa Husain Nayyar

dil liya aur bewafai ki
dad deta hun dilrubai ki

zindagani thi dur manzil se
maut ne aa ke rahnumai ki

qafile jis ne kar diye hain tabah
us se ummid-e-rahnumai ki

wasl mein lutf hai ba-qadr-e-firaq
kash baDh jae shab judai ki

manzil-e-ishq mein misal-e-KHizr
dil ne KHud meri rahnumai ki

tujh se waqif hai ek jahan 'nayyar'
kya zarurat hai KHud-numai ki

(797) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dil Liya Aur Bewafai Ki written by Mustafa Husain Nayyar at UrduPoint. Dil Liya Aur Bewafai Ki is one of the masterpieces written by Mustafa Husain Nayyar. You can also find the complete poetry collection of Mustafa Husain Nayyar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mustafa Husain Nayyar' above.

Dil Liya Aur Bewafai Ki is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dil Liya Aur Bewafai Ki, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.