Sharik-e-rasm-e-girya Hain Samundar-ashna Aankhen, Urdu Ghazal By Muzaffar Ahmad Muzaffar

Sharik-e-rasm-e-girya Hain Samundar-ashna Aankhen is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muzaffar Ahmad Muzaffar. Sharik-e-rasm-e-girya Hain Samundar-ashna Aankhen comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sharik-e-rasm-e-girya Hain Samundar-ashna Aankhen on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شریک رسم گریہ ہیں سمندر آشنا آنکھیں

مظفر احمد مظفر

شریک رسم گریہ ہیں سمندر آشنا آنکھیں

جہان آرزو میں کر نہ دیں محشر بپا آنکھیں

یہ پتھر کی نہ ہو جائیں کہیں اقلیم ہستی میں

رکھے محفوظ آشوب تمنا سے خدا آنکھیں

تمہارے وعدۂ شب کا یقیں آتا نہیں ان کو

رہین فتنۂ غم ہیں سکوں نا آشنا آنکھیں

حصار دشت وحشت میں بگولوں کے اشاروں پر

ہتھیلی پر لئے پھرتی ہے مدت سے ہوا آنکھیں

فصیل شہر تاریکی سے جانے کب رہائی ہو

اسیر‌ قریۂ شب ہیں مری سیماب پا آنکھیں

تمہاری شان یکتائی ہے عالم دل فریبی کا

وگرنہ دیکھتی ہیں یوں پس منظر میں کیا آنکھیں

حریم ناز میں تیرا نہ گر جلوہ دکھائی دے

تو بہتر ہے رہ الفت میں ہو جائیں فنا آنکھیں

ہوئی مدت نگاہوں سے چھوا تھا مرمریں چہرہ

طلسم خواب سے اب تک نہ ہو پائیں رہا آنکھیں

مظفرؔ زندگی میں فرض تو اک بار تھا لیکن

طواف کعبۂ دل کر چکی ہیں بارہا آنکھیں

مظفر احمد مظفر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sharik-e-rasm-e-girya Hain Samundar-ashna Aankhen

Muzaffar Ahmad Muzaffar

sharik-e-rasm-e-girya hain samundar-ashna aankhen
jahan-e-arzu mein kar na den mahshar bapa aankhen

ye patthar ki na ho jaen kahin aqlim-e-hasti mein
rakhe mahfuz aashob-e-tamanna se KHuda aankhen

tumhaare wada-e-shab ka yaqin aata nahin un ko
rahin-e-fitna-e-gham hain sukun na-ashna aankhen

hisar-e-dasht-e-wahshat mein bagulon ke ishaaron par
hatheli par liye phirti hai muddat se hawa aankhen

fasil-e-shahr-e-tariki se jaane kab rihai ho
asir-e-qariya-e-shab hain meri simab-pa aankhen

tumhaari shan-e-yaktai hai aalam dil-farebi ka
wagarna dekhti hain yun pas-e-manzar mein kya aankhen

harim-e-naz mein tera na gar jalwa dikhai de
to behtar hai rah-e-ulfat mein ho jaen fana aankhen

hui muddat nigahon se chhua tha marmarin chehra
tilism-e-KHwab se ab tak na ho pain riha aankhen

'muzaffar' zindagi mein farz to ek bar tha lekin
tawaf-e-kaba-e-dil kar chuki hain barha aankhen

(555) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sharik-e-rasm-e-girya Hain Samundar-ashna Aankhen written by Muzaffar Ahmad Muzaffar at UrduPoint. Sharik-e-rasm-e-girya Hain Samundar-ashna Aankhen is one of the masterpieces written by Muzaffar Ahmad Muzaffar. You can also find the complete poetry collection of Muzaffar Ahmad Muzaffar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muzaffar Ahmad Muzaffar' above.

Sharik-e-rasm-e-girya Hain Samundar-ashna Aankhen is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sharik-e-rasm-e-girya Hain Samundar-ashna Aankhen, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.