Bagh Mein Phul Khile Mausam-e-sauda Aaya, Urdu Ghazal By Muzaffar Ali Aseer

Bagh Mein Phul Khile Mausam-e-sauda Aaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muzaffar Ali Aseer. Bagh Mein Phul Khile Mausam-e-sauda Aaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bagh Mein Phul Khile Mausam-e-sauda Aaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

باغ میں پھول کھلے موسم سودا آیا

مظفر علی اسیر

باغ میں پھول کھلے موسم سودا آیا

گرم بازار ہوا وقت تماشہ آیا

سارباں ناقۂ لیلیٰ کو نہ دوڑا اتنا

پاؤں مجنوں کے تھکے ہاتھ ترے کیا آیا

ایک نالہ نے مرے کام کئے باغ میں وہ

گل کو تپ آئی تو شبنم کو پسینہ آیا

رو کے میں نے جو کہا آپ کی ہے چاہ مجھے

ہنس کے بولے کہ بڑا چاہنے والا آیا

جھاڑ دی گرد جو دامن کی کبھی ہم نے اسیرؔ

ہنس کے فرمایا کہ تم کو بھی سلیقہ آیا

مظفر علی اسیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bagh Mein Phul Khile Mausam-e-sauda Aaya

Muzaffar Ali Aseer

bagh mein phul khile mausam-e-sauda aaya
garm bazar hua waqt-e-tamasha aaya

sarban naqa-e-laila ko na dauDa itna
panw majnun ke thake hath tere kya aaya

ek nale ne mere kaam kiye bagh mein wo
gul ko tap aai to shabnam ko pasina aaya

ro ke main ne jo kaha aap ki hai chah mujhe
hans ke bole ki baDa chahne wala aaya

jhaD di gard jo daman ki kabhi hum ne 'asir'
hans ke farmaya ki tum ko bhi saliqa aaya

(630) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bagh Mein Phul Khile Mausam-e-sauda Aaya written by Muzaffar Ali Aseer at UrduPoint. Bagh Mein Phul Khile Mausam-e-sauda Aaya is one of the masterpieces written by Muzaffar Ali Aseer. You can also find the complete poetry collection of Muzaffar Ali Aseer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muzaffar Ali Aseer' above.

Bagh Mein Phul Khile Mausam-e-sauda Aaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bagh Mein Phul Khile Mausam-e-sauda Aaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.