KHushbu Badan Ki Khaali Samundar Hawaon Ke, Urdu Ghazal By Muzaffar Eraj

KHushbu Badan Ki Khaali Samundar Hawaon Ke is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muzaffar Eraj. KHushbu Badan Ki Khaali Samundar Hawaon Ke comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHushbu Badan Ki Khaali Samundar Hawaon Ke on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خوشبو بدن کی خالی سمندر ہواؤں کے

مظفر ایرج

خوشبو بدن کی خالی سمندر ہواؤں کے

کیوں چھیڑتے ہیں ہم کو پیمبر صداؤں کے

دیکھی نہ جائے ہم سے پریشاں برہنگی

چنتے ہیں اپنے جسم میں پتھر رداؤں کے

پھر بوند بوند ٹپکی ہمارے بدن سے دھوپ

پھر عکس عکس بکھرے ہیں منظر فضاؤں کے

یہ اور بات اپنی ہی تہہ تک نہ جا سکے

اترے تھے چاند پر بھی شناور خلاؤں کے

تپتے رہے ہیں خامشی کا زہر عمر بھر

شاید وہ جانتے تھے مقدر دعاؤں کے

ایرجؔ صدائے رنگ مہکنے لگی ہوا

قوس قزح نے کھول دیے پر گھٹاؤں کے

مظفر ایرج

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHushbu Badan Ki Khaali Samundar Hawaon Ke

Muzaffar Eraj

KHushbu badan ki KHali samundar hawaon ke
kyun chheDte hain hum ko payambar sadaon ke

dekhi na jae hum se pareshan barahnagi
chunte hain apne jism mein patthar ridaon ke

phir bund bund Tapki hamare badan se dhup
phir aks aks bikhre hain manzar fazaon ke

ye aur baat apni hi tah tak na ja sake
utre the chand par bhi shanawar KHalaon ke

tapte rahe hain KHamushi ka zahr umr-bhar
shayad wo jaante the muqaddar duaon ke

'iraj' sada-e-rang mahakne lagi hawa
qaus-e-quzah ne khol diye par ghaTaon ke

(408) ووٹ وصول ہوئے

You can read KHushbu Badan Ki Khaali Samundar Hawaon Ke written by Muzaffar Eraj at UrduPoint. KHushbu Badan Ki Khaali Samundar Hawaon Ke is one of the masterpieces written by Muzaffar Eraj. You can also find the complete poetry collection of Muzaffar Eraj by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muzaffar Eraj' above.

KHushbu Badan Ki Khaali Samundar Hawaon Ke is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHushbu Badan Ki Khaali Samundar Hawaon Ke, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.