Dariya-e-shab Ke Par Utare Mujhe Koi, Urdu Ghazal By Muzaffar Hanfi

Dariya-e-shab Ke Par Utare Mujhe Koi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muzaffar Hanfi. Dariya-e-shab Ke Par Utare Mujhe Koi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dariya-e-shab Ke Par Utare Mujhe Koi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دریائے شب کے پار اتارے مجھے کوئی

مظفر حنفی

دریائے شب کے پار اتارے مجھے کوئی

تنہائی ڈس رہی ہے پکارے مجھے کوئی

گو جانتا ہوں سب ہی نشانے پہ ہیں یہاں

پاگل ہوں چاہتا ہوں نہ مارے مجھے کوئی

مٹھی صدف نے بھینچ رکھی ہے کہ چھو کے دیکھ

موتی پکارتا ہے ابھارے مجھے کوئی

کانٹوں میں رکھ کے پھول ہوا میں اڑا کے خاک

کرتا ہے سو طرح سے اشارے مجھے کوئی

اب تک تو خودکشی کا ارادہ نہیں کیا

ملتا ہے کیوں ندی کے کنارے مجھے کوئی

بکھرا ہوا ہوں وقت کے شانے پہ گرد سا

اک زلف پر شکن ہوں سنوارے مجھے کوئی

مظفر حنفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dariya-e-shab Ke Par Utare Mujhe Koi

Muzaffar Hanfi

dariya-e-shab ke par utare mujhe koi
tanhai Das rahi hai pukare mujhe koi

go jaanta hun sab hi nishane pe hain yahan
pagal hun chahta hun na mare mujhe koi

muTThi sadaf ne bhench rakhi hai ki chhu ke dekh
moti pukarta hai ubhaare mujhe koi

kanTon mein rakh ke phul hawa mein uDa ke KHak
karta hai sau tarah se ishaare mujhe koi

ab tak to KHud-kushi ka irada nahin kiya
milta hai kyun nadi ke kinare mujhe koi

bikhra hua hun waqt ke shane pe gard sa
ek zulf-e-pur-shikan hun sanware mujhe koi

(376) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dariya-e-shab Ke Par Utare Mujhe Koi written by Muzaffar Hanfi at UrduPoint. Dariya-e-shab Ke Par Utare Mujhe Koi is one of the masterpieces written by Muzaffar Hanfi. You can also find the complete poetry collection of Muzaffar Hanfi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muzaffar Hanfi' above.

Dariya-e-shab Ke Par Utare Mujhe Koi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dariya-e-shab Ke Par Utare Mujhe Koi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.