Nakaami-e-qismat Ka Gila ChhoD Diya Hai, Urdu Ghazal By Muzaffar Razmi

Nakaami-e-qismat Ka Gila ChhoD Diya Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muzaffar Razmi. Nakaami-e-qismat Ka Gila ChhoD Diya Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Nakaami-e-qismat Ka Gila ChhoD Diya Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ناکامی قسمت کا گلہ چھوڑ دیا ہے

مظفر رزمی

ناکامی قسمت کا گلہ چھوڑ دیا ہے

تدبیر سے تقدیر کا رخ موڑ دیا ہے

وہ جرم بھی اک عظمت کردار ہے جس نے

ٹوٹا ہوا اک رشتۂ دل جوڑ دیا ہے

دل ڈوب چلا آخر شب خشک ہیں آنکھیں

آ جا کہ ستاروں نے بھی دم توڑ دیا ہے

بہتے ہوئے دیکھے ہیں ادھر وقت کے دھارے

رخ ہم نے ارادوں کا جدھر موڑ دیا ہے

فن کار کا احساس ضیابار تھا جس میں

حالات نے وہ شیش محل توڑ دیا ہے

انداز غزل آپ کا کیا خوب ہے رزمیؔ

محسوس یہ ہوتا ہے قلم توڑ دیا ہے

مظفر رزمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nakaami-e-qismat Ka Gila ChhoD Diya Hai

Muzaffar Razmi

nakaami-e-qismat ka gila chhoD diya hai
tadbir se taqdir ka ruKH moD diya hai

wo jurm bhi ek azmat-e-kirdar hai jis ne
TuTa hua ek rishta-e-dil joD diya hai

dil Dub chala aaKHir-e-shab KHushk hain aankhen
aa ja ki sitaron ne bhi dam toD diya hai

bahte hue dekhe hain udhar waqt ke dhaare
ruKH hum ne iradon ka jidhar moD diya hai

fankar ka ehsas-e-ziya-bar tha jis mein
haalat ne wo shish-mahal toD diya hai

andaz-e-ghazal aap ka kya KHub hai 'razmi'
mahsus ye hota hai qalam toD diya hai

(611) ووٹ وصول ہوئے

You can read Nakaami-e-qismat Ka Gila ChhoD Diya Hai written by Muzaffar Razmi at UrduPoint. Nakaami-e-qismat Ka Gila ChhoD Diya Hai is one of the masterpieces written by Muzaffar Razmi. You can also find the complete poetry collection of Muzaffar Razmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muzaffar Razmi' above.

Nakaami-e-qismat Ka Gila ChhoD Diya Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nakaami-e-qismat Ka Gila ChhoD Diya Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.