Ek Wo Bhi Waqt Kya KHub Rahe Hain Miyan, Urdu Ghazal By Muzammil Husain Cheema

Ek Wo Bhi Waqt Kya KHub Rahe Hain Miyan is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muzammil Husain Cheema. Ek Wo Bhi Waqt Kya KHub Rahe Hain Miyan comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ek Wo Bhi Waqt Kya KHub Rahe Hain Miyan on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ایک وہ بھی وقت کیا خوب رہے ہیں میاں

مزمل حسین چیمہ

ایک وہ بھی وقت کیا خوب رہے ہیں میاں

خواب کہ اب آنکھوں میں ڈوب رہے ہیں میاں

ایسا نہیں ہے فقط ہجر کا چرچا ہوا

وصل سے بھی پہلے منسوب رہے ہیں میاں

لفظ ترے حسن کی طرح حسیں لفظ دوست

شاعری کرنے کو مطلوب رہے ہیں میاں

ہجر کے حامی تو دونوں ہی نہیں تھے مگر

وصل میں بھی ہم کہ معیوب رہے ہیں میاں

کس لیے ہم ایسوں کی تجھ کو ضرورت نہیں

پہلے تو ہم ایسے محبوب رہے ہیں میاں

مزمل حسین چیمہ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek Wo Bhi Waqt Kya KHub Rahe Hain Miyan

Muzammil Husain Cheema

ek wo bhi waqt kya KHub rahe hain miyan
KHwab ki ab aankhon mein Dub rahe hain miyan

aisa nahin hai faqat hijr ka charcha hua
wasl se bhi pahle mansub rahe hain miyan

lafz tere husn ki tarah hasin lafz dost
shairi karne ko matlub rahe hain miyan

hijr ke hami to donon hi nahin the magar
wasl mein bhi hum ki mayub rahe hain miyan

kis liye hum aison ki tujh ko zarurat nahin
pahle to hum aise mahbub rahe hain miyan

(639) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ek Wo Bhi Waqt Kya KHub Rahe Hain Miyan written by Muzammil Husain Cheema at UrduPoint. Ek Wo Bhi Waqt Kya KHub Rahe Hain Miyan is one of the masterpieces written by Muzammil Husain Cheema. You can also find the complete poetry collection of Muzammil Husain Cheema by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muzammil Husain Cheema' above.

Ek Wo Bhi Waqt Kya KHub Rahe Hain Miyan is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ek Wo Bhi Waqt Kya KHub Rahe Hain Miyan, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.