Duniya Ko Shandar Ka Matlab Nahin Pata, Urdu Ghazal By Muzdam Khan

Duniya Ko Shandar Ka Matlab Nahin Pata is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muzdam Khan. Duniya Ko Shandar Ka Matlab Nahin Pata comes under the Love, Sad, Friendship category of Urdu Ghazal. You can read Duniya Ko Shandar Ka Matlab Nahin Pata on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دنیا کو شاندار کا مطلب نہیں پتا

مژدم خان

دنیا کو شاندار کا مطلب نہیں پتا

مطلب ہمارے یار کا مطلب نہیں پتا

میں نے کہا تلاش کروں گا کہاں تمہیں

اس نے کہا قطار کا مطلب نہیں پتا

وہ وقت پر ملے نہ ملے فائدے میں ہوں

وہ یوں کہ انتظار کا مطلب نہیں پتا

اللہ کرے تم آنکھیں دکھاؤ کبھی اسے

جس شخص کو خمار کا مطلب نہیں پتا

بے باک آدمی ہوں مگر ہوں تو آدمی

شرم آ رہی ہے پیار کا مطلب نہیں پتا

مژدم خان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Duniya Ko Shandar Ka Matlab Nahin Pata

Muzdam Khan

duniya ko shandar ka matlab nahin pata
matlab hamare yar ka matlab nahin pata

main ne kaha talash karunga kahan tumhein
us ne kaha qatar ka matlab nahin pata

wo waqt par mile na mile faede mein hun
wo yun ki intizar ka matlab nahin pata

allah kare tum aankhen dikhao kabhi use
jis shaKHs ko KHumar ka matlab nahin pata

bebak aadmi hun magar hun to aadmi
sharm aa rahi hai pyar ka matlab nahin pata

(3505) ووٹ وصول ہوئے

You can read Duniya Ko Shandar Ka Matlab Nahin Pata written by Muzdam Khan at UrduPoint. Duniya Ko Shandar Ka Matlab Nahin Pata is one of the masterpieces written by Muzdam Khan. You can also find the complete poetry collection of Muzdam Khan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muzdam Khan' above.

Duniya Ko Shandar Ka Matlab Nahin Pata is a widely read Urdu Ghazal. If you like Duniya Ko Shandar Ka Matlab Nahin Pata, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.