Aap Kyun BaiThe Hain Ghusse Mein Meri Jaan Bhare, Urdu Ghazal By Muztar Khairabadi

Aap Kyun BaiThe Hain Ghusse Mein Meri Jaan Bhare is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muztar Khairabadi. Aap Kyun BaiThe Hain Ghusse Mein Meri Jaan Bhare comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aap Kyun BaiThe Hain Ghusse Mein Meri Jaan Bhare on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آپ کیوں بیٹھے ہیں غصے میں مری جان بھرے

مضطر خیرآبادی

آپ کیوں بیٹھے ہیں غصے میں مری جان بھرے

یہ تو فرمائیے کیا زلف نے کچھ کان بھرے

جان سے جائے اگر آپ کو چاہے کوئی

دم نکل جائے جو دم آپ کا انسان بھرے

لیے پھرتے ہیں ہم اپنے جگر و دل دونوں

ایک میں درد بھرے ایک میں ارمان بھرے

دامن‌ دشت نے آنسو بھی نہ پوچھے افسوس

میں نے رو رو کے لہو سیکڑوں میدان بھرے

تیغ قاتل کو گلے سے جو لگایا مضطرؔ

کھنچ کے بولی کہ بڑے آئے تم ارمان بھرے

مضطر خیرآبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aap Kyun BaiThe Hain Ghusse Mein Meri Jaan Bhare

Muztar Khairabadi

aap kyun baiThe hain ghusse mein meri jaan bhare
ye to farmaiye kya zulf ne kuchh kan bhare

jaan se jae agar aap ko chahe koi
dam nikal jae jo dam aap ka insan bhare

liye phirte hain hum apne jigar-o-dil donon
ek mein dard bhare ek mein arman bhare

daman-e-dasht ne aansu bhi na puchhe afsos
main ne ro ro ke lahu saikDon maidan bhare

tegh-e-qatil ko gale se jo lagaya 'muztar'
khinch ke boli ki baDe aae tum arman bhare

(616) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aap Kyun BaiThe Hain Ghusse Mein Meri Jaan Bhare written by Muztar Khairabadi at UrduPoint. Aap Kyun BaiThe Hain Ghusse Mein Meri Jaan Bhare is one of the masterpieces written by Muztar Khairabadi. You can also find the complete poetry collection of Muztar Khairabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muztar Khairabadi' above.

Aap Kyun BaiThe Hain Ghusse Mein Meri Jaan Bhare is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aap Kyun BaiThe Hain Ghusse Mein Meri Jaan Bhare, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.