Hum Umr Ke Sath Hain Safar Mein, Urdu Ghazal By Muztar Khairabadi

Hum Umr Ke Sath Hain Safar Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muztar Khairabadi. Hum Umr Ke Sath Hain Safar Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hum Umr Ke Sath Hain Safar Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہم عمر کے ساتھ ہیں سفر میں

مضطر خیرآبادی

ہم عمر کے ساتھ ہیں سفر میں

بیٹھے ہوئے جا رہے ہیں گھر میں

ہم لٹ گئے تیری رہ گزر میں

یہ ایک ہوئی ہے عمر بھر میں

اب کون رہا کہ جس کو دیکھوں

اک تو تھا سو آ گیا نظر میں

حسرت کو ملا ہے خانۂ دل

تقدیر کھلی غریب گھر میں

آنکھیں نہ چراؤ دل میں رہ کر

چوری نہ کرو خدا کے گھر میں

اب وصل کی رات ہو چکی ختم

لو چھپ رہو دامن سحر میں

میں آپ ہی ان سے بولتا ہوں

بیٹھا ہوں زبان‌ نامہ بر میں

مضطرؔ کرو دل ہی دل میں شکوے

رہ جائے گی بات گھر کی گھر میں

مضطر خیرآبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hum Umr Ke Sath Hain Safar Mein

Muztar Khairabadi

hum umr ke sath hain safar mein
baiThe hue ja rahe hain ghar mein

hum luT gae teri rahguzar mein
ye ek hui hai umr-bhar mein

ab kaun raha ki jis ko dekhun
ek tu tha so aa gaya nazar mein

hasrat ko mila hai KHana-e-dil
taqdir khuli gharib ghar mein

aankhen na churao dil mein rah kar
chori na karo KHuda ke ghar mein

ab wasl ki raat ho chuki KHatm
lo chhup raho daman-e-sahar mein

main aap hi un se bolta hun
baiTha hun zaban-e-nama-bar mein

'muztar' karo dil hi dil mein shikwe
rah jaegi baat ghar ki ghar mein

(416) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hum Umr Ke Sath Hain Safar Mein written by Muztar Khairabadi at UrduPoint. Hum Umr Ke Sath Hain Safar Mein is one of the masterpieces written by Muztar Khairabadi. You can also find the complete poetry collection of Muztar Khairabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muztar Khairabadi' above.

Hum Umr Ke Sath Hain Safar Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hum Umr Ke Sath Hain Safar Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.