Na Kisi Ki Aankh Ka Nur Hun Na Kisi Ke Dil Ka Qarar Hun, Urdu Ghazal By Muztar Khairabadi

Na Kisi Ki Aankh Ka Nur Hun Na Kisi Ke Dil Ka Qarar Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muztar Khairabadi. Na Kisi Ki Aankh Ka Nur Hun Na Kisi Ke Dil Ka Qarar Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Na Kisi Ki Aankh Ka Nur Hun Na Kisi Ke Dil Ka Qarar Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نہ کسی کی آنکھ کا نور ہوں نہ کسی کے دل کا قرار ہوں

مضطر خیرآبادی

نہ کسی کی آنکھ کا نور ہوں نہ کسی کے دل کا قرار ہوں

کسی کام میں جو نہ آ سکے میں وہ ایک مشت غبار ہوں

نہ دوائے درد جگر ہوں میں نہ کسی کی میٹھی نظر ہوں میں

نہ ادھر ہوں میں نہ ادھر ہوں میں نہ شکیب ہوں نہ قرار ہوں

مرا وقت مجھ سے بچھڑ گیا مرا رنگ روپ بگڑ گیا

جو خزاں سے باغ اجڑ گیا میں اسی کی فصل بہار ہوں

پئے فاتحہ کوئی آئے کیوں کوئی چار پھول چڑھائے کیوں

کوئی آ کے شمع جلائے کیوں میں وہ بیکسی کا مزار ہوں

نہ میں لاگ ہوں نہ لگاؤ ہوں نہ سہاگ ہوں نہ سبھاؤ ہوں

جو بگڑ گیا وہ بناؤ ہوں جو نہیں رہا وہ سنگار ہوں

میں نہیں ہوں نغمۂ جاں فزا مجھے سن کے کوئی کرے گا کیا

میں بڑے بروگ کی ہوں صدا میں بڑے دکھی کی پکار ہوں

نہ میں مضطرؔ ان کا حبیب ہوں نہ میں مضطرؔ ان کا رقیب ہوں

جو بگڑ گیا وہ نصیب ہوں جو اجڑ گیا وہ دیار ہوں

مضطر خیرآبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Na Kisi Ki Aankh Ka Nur Hun Na Kisi Ke Dil Ka Qarar Hun

Muztar Khairabadi

na kisi ki aankh ka nur hun na kisi ke dil ka qarar hun
kasi kaam mein jo na aa sake main wo ek musht-e-ghubar hun

na dawa-e-dard-e-jigar hun main na kisi ki miThi nazar hun main
na idhar hun main na udhar hun main na shakeb hun na qarar hun

mera waqt mujh se bichhaD gaya mera rang-rup bigaD gaya
jo KHizan se bagh ujaD gaya main usi ki fasl-e-bahaar hun

pae fatiha koi aae kyun koi chaar phul chaDhae kyun
koi aa ke shama jalae kyun main wo bekasi ka mazar hun

na main lag hun na lagaw hun na suhag hun na subhaw hun
jo bigaD gaya wo banaw hun jo nahin raha wo singar hun

main nahin hun naghma-e-jaan-faza mujhe sun ke koi karega kya
main baDe birog ki hun sada main baDe dukhi ki pukar hun

na main 'muztar' un ka habib hun na main 'muztar' un ka raqib hun
jo bigaD gaya wo nasib hun jo ujaD gaya wo dayar hun

(441) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Na Kisi Ki Aankh Ka Nur Hun Na Kisi Ke Dil Ka Qarar Hun written by Muztar Khairabadi at UrduPoint. Na Kisi Ki Aankh Ka Nur Hun Na Kisi Ke Dil Ka Qarar Hun is one of the masterpieces written by Muztar Khairabadi. You can also find the complete poetry collection of Muztar Khairabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muztar Khairabadi' above.

Na Kisi Ki Aankh Ka Nur Hun Na Kisi Ke Dil Ka Qarar Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Na Kisi Ki Aankh Ka Nur Hun Na Kisi Ke Dil Ka Qarar Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.