Parda-e-dard Mein Aaram BaTa Karte Hain, Urdu Ghazal By Muztar Khairabadi

Parda-e-dard Mein Aaram BaTa Karte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muztar Khairabadi. Parda-e-dard Mein Aaram BaTa Karte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Parda-e-dard Mein Aaram BaTa Karte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پردۂ درد میں آرام بٹا کرتے ہیں

مضطر خیرآبادی

پردۂ درد میں آرام بٹا کرتے ہیں

اس کی درگاہ میں انعام بٹا کرتے ہیں

باب ساقی پہ الٰہی مرا سورج ڈوبے

شام ہوتے ہی جہاں جام بٹا کرتے ہیں

اس کے در پر مجھے اے گردش قسمت لے چل

سب نکموں کو جہاں کام بٹا کرتے ہیں

پیاس میں دیدۂ درویش نے تعلیم یہ دی

میکدے جاؤ جہاں جام بٹا کرتے ہیں

دل مضطر کو تسلی وہی دے گا مضطرؔ

جس کی درگاہ میں آرام بٹا کرتے ہیں

مضطر خیرآبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Parda-e-dard Mein Aaram BaTa Karte Hain

Muztar Khairabadi

parda-e-dard mein aaram baTa karte hain
us ki dargah mein inam baTa karte hain

bab-e-saqi pe ilahi mera suraj Dube
sham hote hi jahan jam baTa karte hain

us ke dar par mujhe ai gardish-e-qismat le chal
sab nikammon ko jahan kaam baTa karte hain

pyas mein dida-e-darwesh ne talim ye di
mai-kade jao jahan jam baTa karte hain

dil-e-muztar ko tasalli wahi dega 'muztar'
jis ki dargah mein aaram baTa karte hain

(391) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Parda-e-dard Mein Aaram BaTa Karte Hain written by Muztar Khairabadi at UrduPoint. Parda-e-dard Mein Aaram BaTa Karte Hain is one of the masterpieces written by Muztar Khairabadi. You can also find the complete poetry collection of Muztar Khairabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muztar Khairabadi' above.

Parda-e-dard Mein Aaram BaTa Karte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Parda-e-dard Mein Aaram BaTa Karte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.